Unnati Loan App Se Loan Kaise Le | Unnati Loan App Se Loan Apply Kaise Kare | Unnati Loan App Se Personal Loan Kaise Le | Unnati Loan App Se Personal Loan Kaise Apply Kare

 Namaskar dosto,

Kaise hai aap sabhi log ummid karta hoon ki aap log bhale change honge aur apne apne gharo mein honge aaj ki yah post thodi si special hone waali hai aap logo ke liye aur wo isliye kyunki jaise ki aapko pata hai ki maine aapko kayi baar apne post ke maadhyam se maine finance realted chije aapse discus ki hai jaise ki maine aapko alag alag loan ke types ke bare mein bataya hai isi ke saath aap logo ko maine yah bhi bataya hai ki kaise aap log jo hai loan le sakte hai iske medium se iske alawa baat kare to jaise ki aap log yah baat acche se jaante hai ki yah jitney bhi types ke maine loan aap logo ko explain kiye hai inki better implementation process ke liye

 maine kayi baar aap logo ko aese loan kaise liye jaaye iske liye bahut saare aapko loan apps bhi suggest kye hai jiski help se aap log loan le sakte hai to ab agar baat kare ki aakhir kaise lenge aap log yaha se to mai aap logo ko bata doo ki aaj bhi mai aap logo ko loan ke bare mein hi batane waala hoon jaha par mai baat karoonga aap sabhi logo se ki loan kaise lenge aap log lekin isse pahle aap logo ke liye ek chhota sa overview to banta hai to agar hum log baat karte hai loan ki to mai aap logo ko confirm kar doo ek chhij..

Ki koi bhi agar particular person chahe to wo loan le hi naa kisi bhi tarike se except ki jab aesa time aa jaaye ki jab uski zaroorte poori karni bhi ek mushkil sa lage tab to aese mein hum log baat kare ki loan ki to aap logone yah chij kayi baar dekha hoga ki koi bhi majurity of cases mein loans aur wo bhi loans middle class families aur lower class families mein basically tab hi liye jaate hai jab unko kisi type ki kucch urgent emergency ho ya aur kisi needed kaarno ki wajah se reason aap poochoge mere se to mai aap logo ko bata doo ki jo loan hai iski condition bhi kahi na khi logo ke kaamo par depend karta hai aur lihaja ki jab aapke paas kisi bhi kaam ke alawa usko karne ke saath hi saath aur koi money ka financially backup naa ho to tab jaakar aesi musibatein aati hai jiske bare mein hum log filhaal discussion kar rahe hai to ab mai aap logo ko bata doo ki yah loan bhi itna aasan nahi hota hai jitna sirf iske naam se lagta hai ki jaao jaakar ke apply kar lo naa jii..

Agar esa hota hai to mostly population ko aaj iss loan ki proper problem se ulajhna naa padta logo  ke paas sahi maayne mein proper loan kea are mein knowledge naa hone ke kaaran se bhi unke dwara hi liya gaya loan unhen kaafi nuksaan pahunchata hai aur maze ki baat kya ki uss loan ka amount bhi bada hi nahi hota hai jiski wajah se ab kya kare aur aapko ek doosra examples doo loan ke bare mein to aap log kabhi bhi dekhna iss loan ki mahamari se aksar garib log hi ulajhte hai wo kahi na kahi next emi ki sochte hai ki jo unhone loan liya hai uska next emi and interest rate kaise pay jabki.

Iski doosrti taraf aap log dekho to rich ya wealthy peoples kabhi bhi loans ko lekar tension mein nahi rahte hai jabki actually mein uhne aap logo se zyada rahna chahiye aur wo kisliye ki unke loan ke amount aaasamaan chhoote hai like ki wo log loan bhi lete hai to lakho mein crores mein aur jabki loan lene ke baad bhi without tension apni life ko wahi log survive kar paate hai baa tab yah hai ki aakhir aesa hota kyun hai to  mai aap logo ko ek chhij choti si baat mein clear kar doo ki job hi aap log loan lete hai loan lene ke baad bhi aap logo ko loan ki zyada knowledge nahi hoti hai jabki iske ulat hota hai wealthy lgoo mein unke paas un loans ki barabar knowledge hoti hai jo ki wo le rahe hai.

Khair uss knowledge ke bare mein mai chahoo to aap logo ko bata doo lekin problem yah hai ki fir yah post itni lambi ho jaaegi jiski koi had nahi hai or mai aesa nahi chahta to mai aapko aaj kisi type ka gyan to naa sahi lekin haa aapko uss loan se related chhijo ke bare mein knowledge aur ek option se aapki uss problem ka samadhan hoga aaj aesa kucch bataunga sabse pahle ..

Ek cchij aur wealthy logo ke paas loan lene ka koi ek method kabhi nahi hota hai unke paas itne zyada loan ke option hote hai ki wo unpar depend karta hai ki wo kaha se loan lena chahte hai, halanki aesi baat nahi hai ki yah aapko nahi mil sakta hai yah same facility aapko bhi mili hai lekin ek hi problem hai ki aap nahi jaante hai uske bare mein aur log batate bhi nahi hai aapki nazaro mein kahi na kahi loan lene ka ek matra ek do hi jagah hote hai like ki loan jo hai hum bass official financial sector se le sakte hai or banks se bass..

So yahi baat aaj mai clear karne waala hoon aaj mai aap logo ko loan lene ka aesa tarika batane waala hoon jis tarike ka loan lena aapke liye sabse zyada aasan hoga aur aasan isliye bhi hoga kyunki jo loan hai aapko lene ke liye kahi bahar jaane ki koi need nahi hogi iss types ke loan aap simple ghar baithe apply kar sakte hai aur ghar baithe sirf aap log apne phone se iss loan ko apply kar sakte ahi yah poora tarika jo ki mai aapko bataunga yah poora method online hai isliye aapka isse ek queries solve ho jaayega ki aap log online loan kaise le sakte hai saath hi online loan kaise apply kar sakte hai ..

To sabse pahle explain kar de ki jo loan hai wo aapko ek online loan application ke medium se milegi jiska naam hai unnati loan app jii haa to aaj ki iss post se aap log janenge ki kaise unnati loan app se loan kaise le aur saath hi unnati loan app se loan kaise apply kare to saari baatein aapko aaj ki iss post mein detailed  mein clear ho jaayengi..

Read Also :- Kotak Mahindra Bank Se Loan Kaise Le : Kotak Mahindra Bank Se Loan Apply Kaise Kare | Kotak Mahindra Bank Se Instant Personal Loan Kaise Le : Kotak Mahindra Bank Se Instant Personal Loan Kaise Apply Kare

Unnati Loan App Kya Hai?

To sabse pahle jaise ki maine upar aap logo ko bataya hua hai ki kaise aap log Unnati Loan App se loan le sate hai aur kaise aap log Unnati Loan App se loan apply kar sakte hai aur bilkul yah saari baatein mai aap logo ko definitely batane waala hoon lekin isse pahle just overview ke basis par aap logo ka yah jaana bahut zyada zaroori hai ki aap log jo loan le rahe hai aapko pata hona chahiye ki aap log yah loan le kaha se rahe hai or kya yaha se loan lena aapke liye safe aur bhi baaki ke queries..

To baat kare to iss app kaa naam hai Unnati Loan App iss application ki baat ki jaaye to yah application abhi haal hi mai launch hui hai to baat kare to iske downloads filhaal abhi kam hi hai lekin jitney bhi logo ne yaha se loan apply kiya hai unn sabhi logo ko yaha se loan mila hai..

Baat karte ahi agar ki aap log yaha se loan lete hai to aakhir kya Unnati Loan App se loan lena surakshit hai kisi type ka koi mislead wagerah aur doubs waherah jo bhi hai to mai aap logo ko bata doo ki aap logo ka Unnati Loan App se loan lena ekdam sahi hai aur wo isliye kyunki aap log yaha se loan le sakte hai bina kisi dikkat hai baat jaha tak rahi safe ki to aapko explain kar de ki yaha se aapko loan lena kaafi safe hai kyunki yah aaplication bharat sarkar ke under and RBI ke rules and regulations ko follow karti hai..

Unnati Loan App Se Kitna Loan Mil Sakta Hai?

To yah kaafi pooche jaana waala sawalo mein se ek sawal ban jaata hai halanki aap logo ka yah jaana zaroori bhi hai kyunki baat agar money wagerah ki kee jaaye to jo aapko loan milta hai uske bare mein sahi details aapko deeply pata honi chahiye aur doosri chhij yah hai ki inn sab se planning bhi acchi khasi kii jaa sakti hai khair baat karte hai ki kitne amount tak ka aap logo ko loan mil sakta hai to mai aap logo ko bata doo ki hare k loan platform ka apna ek plans and aur apna ek loan types hota hai jiske under mein wo aap logo ko loan provider karwate hai baat kare aese mein ki jo aapko loan hai wo kitna mil jaata hai Unnati Loan App se to yah bhi aapko mai ek approx value bata paunga kyunki exact value ke liye aapko Unnati Loan App mein jaana hoga..

To baat are agar ki Unnati Loan App se aapko kitna loan mil jaata hai to yaha apr bhi jo aap logo ko loan amount milta hai Unnati Loan App mein bhi aapko kaafi types ke loan milta hai par shuruaat se end tak ki baat ki jaaye to mai aapko explain kar doo ki yaha par aapko 20000 se lekar ke 300000 tak ka loan mil jaata hai and again yah bhi inka apna ek loan types ke under hi aata hai..

Unnati Loan App Personal Loans:- Khair jaisa ki maine aapko bataya hai ki kaafi saare types ke aapko loan mmil jaate hai lekin sabhi ko coverage de paana bhi apne aap mein hi ek mushkil kaam hai lekin koi nahi hai kucch ko to hum cover kar sakte hai to baat rahi aese mein ki jo aapka loan hai Unnati Loan App mein isme aapko ek personal loan ki loan types milti hai aur baat kare personal loan ki loan types ki to personal loan mein aapko jo loan hai wo kaafi zyada mil jaata ahi as compared to instant loan aur sath hi loa zyada mlne ke saath hi saath uss loan par aapko loan ka duration bhi kaafi zyada mil jaata hai..

To aese mai aapko mai bata doo ki 50000-300000 tak ka aap log Unnati Loan App personal loan le sakte hai..

Unnati Loan App Se Loan Kitne Dino Ke Liye Milta Hai?

To ab agar jaante hai ki Unnati Loan App se loan aap logo ne suppose karo ki aap logo ne yaha se loan le liya hai to zaahir si baat hai ab jab aap logo ne wo loan le liya hai to uss loan ko aapko waapis bhi karna hoga kyunki loan ka saaf matlab bhi to yahi hota hai ki yah ek karz hai to aese mein baat kare agar ki aap log loan lete hai to uss loan amount ke saath mein aapko uss loan ko pay karne ka ek loan time bhi diya jaata hai jise aap log deadline bhi kahte hai to aese mein aapko mai bata doo ki loan ke types jis tarah se alag hote hai same usi tarike se jo aapka loan ka amount hai wo bhi alag hota hai aur saaf hai ki jab loan ka amount bhi alag ahi to loan ka time ek kaise ho sakta hai to mai aapko ek approx duration mention kar deta hooon ki Unnati Loan App se loan lene par aapko kitna time milta hai..

Unnati Loan App se loan lene par aapko kam se kam 18 months to 36 months ka time mil jaata hai depend on loan amount and types..

Unnati Loan App Se Loan Ka Kitna Byaz (Interest Rate) Lagta Hai?

To abhi jaise ki hum logo ne baat ki kaise aap logo ko Unnati Loan App se maximum kitne loan amount tak ka aap logo ko loan mil jaata hai aur kitne dino ka waqt bhi mil jaata hai loan ko pay karne ka to mai aap logo ko bata doo ki next jo point hai humara wo yah hai ki ab suppose aap logo ne loan le liya hai and now you know it ki loan ka kitna duration  hai aapko wo loan kitne samay mein waapis se repay karna hai lekin ab ek aur zaroori baat par aate hai ki aapko loan bhi mila aur time bhi to isse uss loan platform ka munafa kaise hoga to mai aap logo ko bata doo ki jitna time ka gap aap logo ko yah bich mein mila hai naa same itne hi time mein wo log apni revenue generate karte hai aur wo ab kaise sabse pahle jo bhi aapo loan diya jaata hai jitney bhi amount ka loan uss loan amount par ek time duration fix hoti hai ab saath mein uss loan amount par lagaya jaata hai interest rate jise aap log aam bhasha mein byaz bhi kahte hai to ab mai bata doo ki jo loan ka interest rate hai ye bhi aapke loan amount and time ke hisab se alag alag hota hai..

To aese mein baaat kare ki aapko Unnati Loan App se loan lene par kitna byaz dena padta hai to aapke iss sawaal ka yah jawaab hai ki aapko aapke loan amount par kam se kam 16% se lekar ke 34% tak ka byaz dekhne ko mil jaata hai..

Unnati Loan App Se Kon Kon Loan Le Sakta Hai?

To abhi mai aapko yah batane waala hoon jaise ki aapne abhi Unnati Loan App ki sabhi saar loan ki details ko dhyaan se jaana lekin ab aap janenge ki kaise aap log Unnati Loan App se aap sabhi mein se kon kon loan le sakta hai Unnati Loan App se aur kon si eligibility and criteria ko aapko follow karna padta hai..

1.   Sabse pahle mai aap logo ko explain karoo ki  lene ki chahe to har koi loan le sakta hai Unnati Loan App se lekin wo person jo hai Indian residential hona chahiye it means bhaarat ka niwasi..

2.   Agla point yah hai ki aapko agar Unnati Loan App se loan lena hai to kam se kam aapki umar 21 saal ya isse zyada ki honi chahiye..

3.   Unnati Loan App se loan lene ke lye aapke paas wo sabhi personal documents and eKYC documents hone chahiye jo ki verificartion process ke liye required hai..

4.   Aapko agar Unnati Loan App se loan lena hai to aapke paas koi na koi occupation hona chahiye jisse aapke dwara liye jaane waale loan ko aap log chuka sako..

5.   And the end mein aapke paas active bank account honi chahiye jiski details bhi maangi jayegi aapse..

Unnati Loan App Se Loan Lene Ke Liye Documetation?

To ab mai aapko batane waala hoon ki aap logo ko Unnati Loan App se loan lene ke liye kon se required documents ki need hone waali hai jisse aap log jab Unnati Loan App se loan apply karne jaayenge to aapko uss samay need hogi..

1.   Sabse pahle aapko apni sabhi personal documents aapke paas honi chahiye wo documents jisse aapki eKYC verification process ko complete kiya jaa sakega iske liye (Aadhar Card, Pan Card) de sakte hai..

2.   Ab baat karte hai jo aapko next documents required hogi Unnati Loan App se loan lene ke liye wo hai aapki address verification jiske liye aapko (Electricity Bill, Rent Slip) de sakte hai..

3.   Ab next documetantion ki baat ki jaaye to wo aati hai aapki occupation related documents aap jo kaam karte hai aapko uski jaankari deni hogi iske liye aapko (Salary Slip, Recent Pay Slip) de sakte hai..

4.   And the last mein jo aapko documentation required hai wo hai aapki bank account ki bank statement jo ki aapko picchle 6 months ki deni hogi..

 

Unnati Loan App Se Loan Kaise Le / Unnati Loan App Se Persoanl Loan Kaise Le?

To ab hum aa chuke hai apni iss post ke final stage par jaha apr mai finally aapko process batane waala hoon ki kaise aap log Unnati Loan App se loan le sakte hai aur iss baat ki in depth mein jaaye to pata aapko yah lagega ki kaise aap log Unnati Loan App se personal loan kaiselenge to step by step sabhi process ko reveal karenge..

1.   Sabse pahle aapko phone ka menu bar open karna hai aur waha par google play store par click karna hai iske baad aapko..

2.   Search ke button par click karna hai iske baad aapko waha search bar par type karna hai Unnati Loan App  and search ..

3.   Result aate hi aapko iss application ko apne phone mein install kar lena hai then aapko ise open karna hai..

4.   Open karne ke saath hi aapko apna mobile number daalkar ke isme signup kar lena hai..

5.   Iske baad aapko sabhi basic details fill kar deni hai then aapke saamne Unnati Loan Appki home page aa jaayega iske baad aapko..

6.   Loans waale option par tap karna hai then aapko apna loan amount and duration set karni hai iske baad aapko verification ke liye aapko..

7.   Sabhi required documentation ko upload karna hai and the end ek selfie..

8.   Ab aapka loan approved hone ke saath hi in a 24 hours aapka loan aapke bank account mein aa jaayega…

Kya Sikha?

To aaj humne sikha ki kaise aap sabhi log online app ki help se loan kaise le sakte hai or saath hi online loan  kaise apply kar sakte hai lekin agar iss baat ki depth mein jaaya jaaye to hamne jaana hai ki kaise aap Unnati Loan App se loan kaise le sakte hai or isi ke saath aap log Unnati Loan App se kaise loan apply kar sakte hai..

Ummid hai ki aapko yah post pasand aayi hogi, koi sawaal ho to comment mein pooche..

Dhanyavaad

About AashishKummarr

Check Also

Canara Bank Education Loan Apply Kaise Kare? | Canara Bank Education Loan 2023

Namaskar sathiyao, Kaise hai aap sabhi log ummid karti hu badiya honge toh aaj ke …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

x