Hello guyz,
Kaise hai aap sabhi log ummid karta hoon ki bahut acche honge aur apne gahro mein honge kyunki abhi ke samay mein aap sabhi logo ka gharo mein rahna hi thik hai baaki agar baat kare hamare aaj ki iss topic par to waise to content basically wahi lekin jo method hai again yah ek naye tarike se hum log present karne waale hai aur jaha tak baat rahi to mai aap logo ko subject bata deta hoon kyunki subject pata hona aap sabhi logo ko bahut zyada zaroori hai,
To baat karte hai agar sabse pahle ki aaj ki iss posrt mein hum log aap logo ko kya batane waale haito aap logo ko aaj mai loan lene ka ek naya tarika batane waala hoon to jaise ki aap log acche se jaante hai ki mai apne inn blogs ke maadjhyam se aap logo ka aksar batata rahta hoon ki kaise aap sabhi log loan le sakte hai aur jitne bhi aap logo ne mere blogs par post dekhe waha par mai aap logo ko batata hoon kaise aap sabhi log bina kahi jaaye bagair loan apply kar sakte hai ..
To sabse pahle jo ki ek baat hum sab jaante hai ki jaise ki humare life mein bhi hum log sapne dekhte hai ki hum sab bhi chahe to bahut kucch kar sakte hai aur baaki baat rahi results ki to yah to humare work par depend karta hai aur time par depend karta hai lekin hum, uss chhij ke liye mehnat bhi naa kare to iss baat ke liye to kahi na kahi hum sabhi jimmedar hai top aese mein sachi bataoo to sabhi log jo apne life mein kucch na kucch banne ya kucch na kucch pane ki jo hum log tamanna rakhte hai wo sabhi kucch paa sakte hai lekin without enough sufficient resources ke bagair wo chhij possible hi nahi hai..
Aur aap har kisi cchij mein compromisation kar sakte hai lekin agar baat kare ki kisi bhi cchij ko karne ke method ko to atleast aap logo ko poora karna padega naa aur aese mein agar hum log baat karte hai ki aaj ke time par logo ki basically middle class families and lower class families ki condition ko aap log dekhoge to aap log gaur karoge ek chhij par ek kisi bhi ghar mein kamane waale banda ek rahta hai aur usi ek person ke income par poora ghar chalta hai to aese mein unn logo ki survival need hi poori ho jaaye to badi baat hai aese mein aap un logo se kaha jaakar poochoge ki aap apne sapne ko poora karna chahenge aur sahi baat bataye to aesa nahi hai ki yah condition sirf kucch time ke liye rahta hai bilkul nahi sahi maayno mein dekha
jaaye to yah condition kabhi khatam hoti bhi nahi hai aur kab jaakar ke yah cchij khatam hoti hai jab uss vyakti ki umar khatam se lagbhag ho jaati hai to uss time par jakar ap unke goals wagerah ki chhijo ko jaakar ke poochoge to koi matlab bhi nahi rah jaata hai uss akele ki chhij ka kyunki ab koi matlab nahi hai aur jab yah baat logo ko time se pahle samajh aa bhi jaati hai to unke saamne jo pahle ek problem rahti hai wo yah hoti hai ki agar unhen apne kisi kaam ke liye kisi types ka loan ki need hoti hai to wo loan paana bhi possible nahi rah jata hai aur wo kisliye kyunki aaj ke time par loan paana bilkul bhi aasan baat nahi hai aap kam se kam uss loan amount ko pane ke liye dhang se jab tak struggle naa kar lo tab tak koi matlab nahi hai ki aap logo ko loan mil sakta hai..
To ab baat karte hai ki aese mein kya karna chahiye kyunki agar aap log loan ke types ke in mein bhi jaaoge to mostly log loan lene ke liye aap logo ko ek hi platform suggest karte hai aur wo kahte hai bhai aap log bank se loan le lo aur yah sabse pahla aur kahi na kahi sabse aakhiri suggestion hota hai iske baad se naa koi option naa koi suggestion ab insaan fas jata hai ki ab kya kiya jaaye aur kahi na kahi ummid bhi toot jati hai to ab aese mein kya karna chahiye to ab aese mein kya kare chahiye,
To iss baat ka solution kya hai to mai aap logo ka solution mein aap logo ka aaj ki iss post mein mai aap logo ko batane waala hoon to mai aap ko post ko shuru karne se pahle se ek baat clear kar doo ki jo ki aap logo ko mai apne har ek post mein clear karta hoon aur wo yah hai ki iss post mein bataye jaane wale tariko mein aap logo ko loan lene ke liye kahi bhi bahar jaane kikoi need nahi hai iske alawa loan lete wakt aap logo ko koi bhi advance mein koi bhi payment loan companies ko nahi karna hai iske alawa loan ka process and proper steps online hai jo ki mai apne post mein lagbhag saare methods hi online batata hoon to ab mai aap logo ko batata hoon ki yah loan apply karne ka poora steps online hai jisse aap yah chhij bhi kah sakte hai ki aap log online loan lene wale hai ya apply karne waale hai..
To mai aap logo ko loan lene ke liye ek online loan application suggest karne wala hoon jiska naam hai ‘My loan mall app’ aur iss app ke medium se mai aap logo ko batane waala hoon ki kaise aap log my loan mall app se loan le sakte hai aur isi ke saath aap my loan mall app se loan apply kar sakte hai,
Aur iss app se loan lene ka jitne bhi procedures hai like ki aap logo ko my loan mall app se loan lene ke liye kya documents needed hai kya eligibility hai kya kucch loan ke milestones hai like ki aap logo ko loan kitne wakt ke liye mil sakta hai aur saath hi loan duration and interest kya hai yah sabkucch aap logo ko aaj ki iss post mein mai mention karne waala hoon..
My Loan Mall App Kya Hai?
Table of Contents
To abhi hum sabse pahle jaan lete hai ki My Loan Mall App kya hai kyunki yah jaanna aapke liye bahut zyada zaroori hai kyunki yah aapke safety and security ke liye bahut zyada zaroori hai and definitely mai aapko yah baat bhi zaroor batane waala hoon kaise aap sabhi log My Loan Mall App se loan kaise le sakte hai and saath hi My Loan Mall App se loan kaise apply kar sakte hai and aapko aur bhi details mai aapko detailed mein mention karne waala hoon..
To sabse pahle jaana lete hai ki My Loan Mall App kya hai aur yah kaise kaam karta hai aur aap log My Loan Mall Appn se loan kaise le sakte hai aur kitna tak ka loan milega sabkucch..
To iss app kaa naam hai My Loan Mall App jaha se aap log online loan apply kar sakte hai kyunki yah ek officially ek online loan application hai jiska naam hai My Loan Mall App aur yah app aapko personal loan instantly de sakti hai aur isi chhij mein iss application ki speciality hai baat rahi iss application ka work ka to iss My Loan Mall App loan app ko isi saal launch kiya gaya hai aur jab se yah loan application launch hui hai tab se isne kaafi logo ko loan provide karwaya hai..
Iske alawa yaha se aapka loan lena safe and secure hai yaa nahi to mai aapko bata doo ki yah application aapko officially google play store ke official play store app par mil jaayega jaha se app install karna safe hai baaki baat rahi loan ki to yah application Indian government and RBI ke rules and regulations ke under work karti hai to bilkul aap log yaha se loan safely le sakte hai bina kisi dikkat ke..
My Loan Mall App Se Aapko Kitna Loan Milta Hai?
To sabse pahle yah ek important factors mein se ek main baat par hum log charcha karne waale hai jo ki aap logo My Loan Mall App se kitna loan mil sakta hai aur kitna tak ka aapko maximum loan mil sakta hai to aapko bata de ki..
Yaha par bhi loan lene ke apne factors aur apne types hai to yaha par bhi aapko loan loan ke types leki yaha bhi ek maximize limit hai..
To aapko My Loan Mall App se jitna zyada loan milega uss loan ka maximum loan amount hai 15000 rupees ke aaspas mein ho sakta hai isse zyada bhi ho sakta hai..
My Loan Mall App Personal Loan :- To jaise ki maine aap sabhi logo ko yah baat kahi thi sabhi loan platform par aapko loan ke alag alag initial types ke loan milte hai usi mein se ek hota hai personal loan aur jaha tak baat rahi personal loan ki to mai aap logo ko bata doo ki personal loan ka matlab hai ki iss types ke loan ke andar aap logo ko jo loan milta hai personal loan mein aap ko loan amount zyada mil jaata hai aur saath hi loan amount ka jo duration hai yah bhi aapko kaaafi zyada mil jaata hai..
My Loan Mall App se aapko personal loan jo hai wo aapko 15000 tak ka maximum loan amount mil jaata hai…
My Loan Mall App Se Loan Lene Par Kitna Byaz Dena Padta Hai?
To hum log ab yah jaan lete hai ki aap logo ke through My Loan Mall App se loan lene par kitna byaz dena padta hai aur yah kahi na kahi ek zaroori factors mein se ek hai aur yah aapko pata hona bahut aavashyak bhi hai kyunki jab bhi aap log kahi na kahi se loan loge to aapko interest rate pata hona chahiye..
Aur wo isliye kyunki jaise ki aap sabhi log jaante hai kisi bhi financial sector ki jo main earning hoti hai wo aap logo ko jab wo loan provide karwate hai aur uss loan ko den eke saath jab aap logo ko wo duration and interest rate dete hai usi basis par usi ke byaz se aap log loan ka interest rate dete hai usi se un financial sector ki main revenue generate hoti hai..
To agar baat kare to aapko yaha iss app My Loan Mall App se loan lene par jo maximum interest aapko 15-24% tak ka aap logo ko interest rate pay karna padega..
My Loan Mall App Se Aapko Loan Kitne Time Ke Liye Mil Jaata Hai?
To ab baat karte hai loan taking ke ek aur main loan factor ki to baat kare sabse pahle ki jaise abhi upar aap logo ne jaana ki kaise aap sabhi log My Loan Mall App se loan aapko kitna mil sakta hai saath hi aap ko jo loan ka interest hai wo aapko kitne byaz dar ke saath mein mil jayega..
To yah saarui cchije hum logo ne jaan li to a baat karte hai ki kaise aap log jab My Loan Mall App se loan lete hai to aapko kitna time mil jaata hai aur kitne samay ke liye aapko My Loan Mall App se loan mil sakta hai to baat kare to ek baat aap logo ko informational basis par ek baat clear kar doo ki hare k loan providing platform ka jo loan duration hai wo sabhi loan types and loan platform ke hisab se alag alag hota hai..
To baat kare agar My Loan Mall App ki aapko iss loan app se aapko loan amount kitne samay ke liye mil jaata hai to bata doo ki sabse pahle hum logo ne personal loan ki jaana hai to isi baat par jaane to mai aapko bata doo My Loan Mall App se aapko 18 months se lekar ke 24 months tak ke liye aapko loan mil sakta hai..
My Loan Mall App Se Loan Kon Kon Le Sakta Hai?
To abhi hum logo ne loan lene ke sabhi main points ko detailed mein jaana hai ki jaise loan kitna milega kitne samay ke liye mil sakta hai aur saath hi saare zaroori points ko jaana hai ab hum log baat kare ki jaise aap logo ne loan ke saare methods ko dhyan se jaana ab ek aur main baat jaante hai ki aap logo mein se loan kon kon le sakta hai kya eligibility and kya wo criteria hai jiske basis par aap logo ko loan lene mein aasani hogi..
To iss baat ko mai apa logo ko point wise clear kar deta hoon..
1. Sabse pahle aap logo ko mai bata doo ki jab aap log My Loan Mall App se loan lene ke liye jaayenge ya apply karne ke liye jaayenge to sabse pahle eligibility hai ki aap ek Indian residency hona chahiye jisko bhi loan yaha se apply karna hai..
2. Next point yah hai ki agar aap logo ko My Loan Mall App se loan lena hai to next criteria hai ki aap ke paas sabhi wo zaroori kaagjaat hone chahiye jisse aap logo ki eKYC complete ki jaa sake ssabhi personal documents..
3. Ab next point yah hai ki agar aap logo ko My Loan Mall App se loan lena hai to aapke paas sabhi wo documents hone chahiye jisse aap logo ko jis bhi kaam ke liye loan chahiye uski required documents.
4. Iske alawa next point yah hai ki aapko My Loan Mall App se loan chahiye to aapke paas koi na koi occupation hona chahiye jisse loan companies ko iss baat ki assurity rahe ki aap log loan lene ke baad use repay bhi kar sakte hai..
5. Last point ki aapke paas 1 saal old active bank account hona chahiye..
6. And aapki kam se kam umar 21 saal honi chahiye ki loan lene ke liye ..
My Loan Mall App Se Loan Lene Ke Liye Kon Se Documents?
To ab mai aapko ek aur important point baat batane waala hoon ki jaise ki aap sabhi log jaante hai ab mai aap logo ko yah baat batane waala hoon ki jab aap log loan apply karne ke liye jaayenge My Loan Mall App se to wo kon kon se required documents hai jiske basis par aap logo ko My Loan Mall App se loan lene ke liye chhije easily rahegi..
1. To aapko agar My Loan Mall App se loan lena hai to sabse pahla jo aapke paas required documents hona chahiye wo hai aapki personal documents required hogi jiske liye aapko apni eKYC documents ko upload karna hoga jaise (Aadhar Card, Pan Card)
2. Next documemts mein aapke liye jo agli documemts upload karni hai wo hai aapke residential address ki identity iske liye aapko (Electricity Bill, Rent Details)
3. Next jo aapko kaafi zyada required hogi My Loan Mall App se loan lene ke liye hai wo hai aapke kaam ki details occupational documents iske liye aap yah documents de sakte hai (Form 16, Salary Slip)
4. Agla jo documents hai wo aapko minimum 6 months ki bank statement dena hai yaad rahe ki aapka bank account active hona chahiye aur minimum 1 saal old hona chahiye.
My Loan Mall App Se Loan Kaise Le/ My Loan Mall App Se Loan Kaise Apply Kare?
To ab mai aapko finally process batane waala hoon kaise aap log My Loan Mall App se loan le sakte hai jisko aap log yah bhi kah sakte hai ki aap My Loan Mall App se loan kaise apply kar sakte hai..
1. Sabse pahle aap logo ko apne phone ke menu bar mein jaana hai iske baad aap logo ko goggle play store par click karna hai and then search par click karke aap ko..
2. My Loan Mall App ko search karna hai and search result aane ke baad aapko My Loan Mall App isko install karna hai..
3. And install hoen ke baad aapko ise open karna hai and iske baad aapko sabse pahla language select karke aapko ismein apna phone number daalkar ke signup kar lena hai..
4. Iske baad aapko ismein sabhi general details daal deni hai fir aapke saamne homepage aa jaayega..
5. Iske baad aap logo ko loan amount and loan duration select karke proceed par click kar dena hai..
6. Iske baad aap logo ko documents upload kar dena hai job hi waha required hai aur last mein ek eSign karke apply button par click kar dena hai..
7. If your loan is approved to aapko in a 24 hours ke andar aapko aapka loan aapke bank account mein mil jaayega..
Kya Sikha?
To dosto finally humara aaj ka yah blog post finish hua hai to aaj humne bahut kucch sikha ki aap log kaise online loan le sakte hai it means ki aaap log kaise online loan kaise apply kar sakte hai aur uske sabhi procedures and sabhi steps ko maine aapko explain kiya hua hai to agar iss baat ke in depth mein like ki agar online loan ki initially baat kare agar to humne iss loan lene ke proper procedure ko hum logo ne online loan application se loan lene ke maadhyam se jaana hai
ki jaise ki hum uss app ki baat kiye hai aaj ki iss post mein to hum logo ne My Loan Mall App iss application ke medium se jaana ki kaise aap log My Loan Mall App se loan le sakte hai jisko hume question ke maadhyam se jaana hai ki jaise My Loan Mall App se loan kaise le aur saath humne mostly personal loan ki baat kari hai to hum logo ne usko in depth step by step apply bhi kiya hai jisko humne iss point mein jaana hai ki kaise My Loan Mall App se loan apply kaise kar sakte hai..
Ummid hai ki aapko yah post pasand aayi hogi, koi sawaal ho to comment mein pooche..
Dhanyvaad.
Aashish Kummarr