Namaskar Bhai Log,
This is Aashish Kummarr aur aaj ki yah post aap logo ke liye kaafi kamaal hone waali hai iska kaaran bhi hai kyunki aaj ki iss post mein hum log baat karne waale hai home loan ke baare mein jisko doosre sense mein hum log kahte hai ghar banane ya bane ghar ko thik karn ke liye loan aur aaj yah loan aap log kis bank se loge to uss bank kaa naam hai bandhan bank to iss ko poora read kare..!!
Bandhan Bank Home Loan Kya Hai?
Table of Contents
Jaisa ki aap sabhi jaante hai ki home loan ka matlab saaf hai ki Ghar ko banane aur kisi naye jagah par ghar banane ke liye padne wale kharch ko as a loan aap bank se le sakte hai jo ki aapko sabhi banks mein yah loan aapko mil jaata hai aur aaj yah loan aap bandhan Bank ke through lene waale hai aur bandhan bank ek banking facilities ke tor par bahut popular bank hai …
Bandhan Bank Home Loan Lene Ke Benefits?
To aapko bata doo ki agar aap logo bandhan bank se home loan lete hai to ..
Highest amount of loan amount
Attractive interest rate
Long tenure time for repayment
Minimum documentation
Flexible and floating both method of interest rate prices
85-90% cost of the home loan giving by bank
Bandhan Bank Home Loan Kitna Milta Hai?
To jaisa ki aap log jaan chuke hai aaj ki iss post mein baat kar rahe hai bandhan bank se home loan lene ke baare mein to aap log bandhan bank se kitne amount tak ka maximum home loan le sakte hai to aapko bata doo ki jitna aapka land property with construction cost hoga wo aapko 90% hissa aapko bandhan bank as a loan mil jaata hai jisko aap suraksha home loan ke naam se jaan sakte hai..
Bandhan Bank Home Loan Kitne Interest Rate Par Aapko Milta Hai?
To baat kare ki aap log sabhi home loan ko le sakte hai to baat kare ki uska byaz dar ke baare mein to bata doo ki 7.30% se lekar ke 14% tak ka aapko interest pay karna pad sakta hai lekin ek baat sach hai ki jab bhi aap log bandhan bank se home loan loge to aapko affordable interest pay karna padta hai..
Bandhan Bank Home Loan Eligibility?
To baat kare ki kon kon vyakti bandhan bank se home loan lene ke liye eligible hai ya kya eligibility hai..
Aap ek indian residential hone chahiye..
Aapki age minimum 21 saal honi chahiye..
Saath hi aapki age 75 years honi chahiye..
Aapke paas income source hone chahiye aur jo source hai aapke income ka uss work mein aapki professional experience maximum 3 years ki honi chahiye
Saath hi mai jis primary bank mein aapka account hai uska minimum 3 months ka bank statement
Home construction related projects report
Bandhan Bank Home Loan Documentation?
To baat kare ki jab aap log bandhan bank se home loan lene ke liye jaate hai to aapke paas.
Self Employed:-
taaja photo ke saath rn aavedan patr
laagoo prasanskaran shulk ke saath jaanchen
taaja photo ke saath graahak sambandh phorm
photo aaeedee prooph (kevaeesee dastaavej dekhen)
pata pramaan (kevaeesee dastaavej dekhen)
aayu pramaan (kevaeesee dastaavej dekhen)
pichhale teen vitteey varshon ke anusoochiyon sahit lekhaapareekshit/pramaanit khaaton kee prati
pichhale teen varshon ke lie aaeeteeaar phail kee kopee
vyaapaar ke sthaan kee tasveeron ke saath bandhan baink ke praaroop mein bijanes not
nivesh kee photokopee
jeevan beema polisiyon kee photokopee
pichhale 6 maheenon kee pravishtiyaan dikhaane vaale sabhee baink khaaton kee baink paasabuk kopee
lie gae any rnon ke maamale mein (laiv aur klojd)
sveekrti patr kee prati
apadet kiya gaya punarbhugataan traik
band loan ke maamale mein koee bakaaya nahin
pichhale maasik vivaran ke saath aapake kredit kaard kee photokopee
yadi kirae par hai to aapake vyavasaay ke sthaan ka rent egreement
aapakee vyaavasaayik ikaee ke lie dukaanen aur pratishthaan laisens
aapakee peshevar digree/yogyata pramaanapatr kee prati
aapakee ikaee ka paartanaraship deed/sheyaraholding paitarn
vijiting kaard
kirae ke samajhaute kee prati yadi vartamaan aavaas kirae par hai
nimnalikhit atirikt kaanoonee aur takaneekee dastaavej bhee upalabdh karaane honge –
praakkalan evan abhinyaas yojana evan nirmaan anumati sahit nirmaan hetu sveekrt yojana
bikree/nirmaan anubandh/suvidha samajhaute ke lie bikree vilekh/anubandh kee prati
pichhale maalik (maalikon) ke svaamitv dastaavejon kee prati
raajasv abhilekhon mein svaamitv ka pramaan arthaat. sampatti kaard, phorm 7/1 2, phorm 8-e, phorm 6 aadi.
sahakaaree samiti ke maamale mein, sheyar pramaan patr aur aavantan patr kee prati
sampatti kee naveenatam tasveeren
maarjin manee bhugataan praaptiyaan
sambandhit praadhikaaree se ene anumati
sambandhit praadhikaran jaise sosaayatee, vikaas praadhikaran, aadi se giravee rakhane ke lie enosee
Salaried Person:-
taaja photo ke saath rn aavedan patr
laagoo prasanskaran shulk ke saath jaanchen
taaja photo ke saath graahak sambandh phorm
photo aaeedee prooph (kevaeesee dastaavej dekhen)
pata pramaan (kevaeesee dastaavej dekhen)
aayu pramaan (kevaeesee dastaavej dekhen)
pichhale 3 maheenon kee vetan parchee
naveenatam peeeph stetament
aapake niyokta dvaara jaaree kiya gaya phorm 16
pichhale teen varshon ke lie aaeeteeaar phail kee kopee
nivesh kee photokopee
jeevan beema polisiyon kee photokopee
pichhale 6 maheenon kee pravishtiyaan dikhaane vaale sabhee baink khaaton kee baink paasabuk kopee
lie gae any rnon ke maamale mein (sakriy aur band)
sveekrti patr kee prati
apadet kiya gaya punarbhugataan traik
band loan ke maamale mein koee bakaaya nahin
pichhale maasik vivaran ke saath aapake kredit kaard kee photokopee
yadi aapake paas niyamit vetan parchee nahin hai, to niyokta ke patr sheersh par vidhivat muhar lagaakar aur hastaaksharit vetan pramaan patr
vijiting kaard
kirae ke samajhaute kee prati yadi vartamaan aavaas kirae par hai
Bandhan Bank Home Loan Kaise Le? / Bandhan Bank Home Loan Kaise Apply Kare?
To baat karte hai ki aap log kaise bandhan bank se home loan kaise le sakte hai
To sabse pahle aapko jo bhi required documents bataye gaye hai jo ki salaried person ke liye alag hai saath hi self employed person ke liye dono ke liye sare documents ko aapko collect karna hai..
Then aapko apne neares bandhan Bank ke branch mein jaana hai aur waha par aapko bandhan bank suraksha home loan ke application form ko lene ke approach karna hai..
Then aapko forms mein sabhi fileds ko poora fill kar dena hai iske baad aapko jo documents hai aap par use attach kar dena hai aur basss aapka
Bandhan Bank Home loan ya suraksha home loan apply ho chuka hai..
Conclusion?
To aaj ke iss post mein hum logo ne baat ki hai ki aap log kaise bandhan bank se home loan kaise le sakte hai saath hi aap log kaise bandhan bank se home loan apply kar sake iske baare mein all details aapko iss post mein milegi..
Ummid hai ki aapko yah post pasand aayi
Dhanyawad Aapka
Aashish Kummarr