Hello guyz,
Kaise hai aap sabhi log ummid karta hoon ki aap sab bahut khush honge aur apne apne gahro mein swasth honge aur aaj ki yah jo post hai yah post basically tor par ap sabhi logo ke liye likhi jaa rahi hai jaha par aaj ki iss post mein hum log janenge ki kis tarike se aap log loan le sakte hai ji haa,
Ab yaha par agar maine baat ki hai loan ki to aap log jaante hai ki jo loan hai aap log basically banks mein jaakar lete hai ya fir kisi unauthorized sector se jaakar ke aap log loan lete hai to aaj ki yah post isliye bhi special hogi kyunki aaj ki iss post mein jaise ki aap log jaante hai ki jo koi bhi person hai hum log agar yaha par example basis ke liye loan lekar hi chalte hai jaise kisi middle class family mein loan le ke liye need hai aur aap log jaante hai ki unhen loan ke liye mostly personal loan ki bahut zyada need hoti hai to aese mein agar wo kisi official financial sector ke paas jaaye to usse bahut zyada samay lag jaaye aur iss baat ki koi bhi guarantee bhi nahi hoti ki unhen loan milega kyunki mostly loan jo hai wo middle class families walo ko hi lene mai kahi na kahi dikkat aati hai iske baad hum log baat kare to mostly kin musibato ka saamna karna padta hai middle class families ko to wo hoti hai mostly documentation related problems aap jab bhi dekhenge dyaan se to aap log dekh sakenge ki middle class families ko kahi na kahi loan related problems ka saamna karna padta hai.
Ab aese mein aap sabhi logo ne dekha hoga ki jab bhi loan koi middle class family ka person lene jaata hai to use koi aesa nahi hai ki wo kisi business ke liye ya kisi type ke startups related chhijo ke liye wo loan leta hai uske liye loan ka mostly use ek hi kaam ke liye use hota hai aur wo hota hai ki agar usne kisi se paise udhaar par liye honge to use uss amount ko pay karna hoga kisi na kisi type ki emi ko pay karne ke pusrpose se uska use kiya jaa sakta hai saath hi kisi aese kaam ke liye jo uska kaafi time se pending hi sirf isliye tha kyunki use kahi se bhi loamn nahi mil raha tha to..
Ab baat karte hai ki jab aese condition mein unn logo ko amount nahi mil paata hai tab wo kya karte hai kyunki paise ki to unko need hai to aap logo ko mai bata doo ki jo bhi wo loan lete hai mushkil aur rare cases mein hi aap kah sakte hai ki aapko jo loan hai wo banks se ya kisi bhi official financial sector se mil sakta hai saath hi baat kare to unn logo ki itni salary bhi nahi hoti hai jiske wait se wo log kaam kar sake to aese mein logo ke paas sirf or sirf aakhiri option bach jaata hai aur wo rah jaata hai kisi unofficial sector se loan lene kaa jii haa mai aap logo ko bata doo ki jab koi bhi option nahi rah jaata hai to aese mein logo ke paas ek hi kaam hota hai ki kisi relatives ya fir kahi or se jaakar ke wo loan le le.
Lekin iss chhij se unn logo ko kitne hi chhijo ka nuksaan karwana padta hai shayad mujhe lagta hai nahi hai mujhe yah baat batane ki koi bhi need hai lekin haa kayi baar aesa hota hai kiin jagaho se loan lene par aapka kaam ho jaata hai lekin mostly yah notice kiya gaya hai ki aesi jagaho se loan lene par kaam ho chahe aa ho inke inn loans ke interest rate mein insaan dab ke mar jata hai to shayad se hum yah kah sakte hai ki ye or yaha se loan lena hum sabhi ke liye bilkul bhi accha nahi hai..
To ab agar baat kare ki jab hum log yah baat jaante hi hai ki hume yaha se loan lena nahi chahiye to sawaal ab yah aa jaata hai ki thik hai fir ab loan lena kaha se chahiye to mai aap logo ke aaj isi sawaal ka jawaab detail mein dene aaya hoon mai aaj aap logo ko yahi batane aaya hoon ki aap log kis tarike se personal loan le sakte hai or kaise aap personal loan apply kar sakte hai aur yah saari chhije aur job hi tarike mai aap logo ko aaj ke iss post mein batane waala hoon yah poori jaankari aap logo ko dhyaan se read karna hai or haa ek chij or jaise ki aap log jante hai ki humara india jo hai usne digitalization ki aur jo hai apni pahal shuru kar dee hai or iss baat ka fact..
Mai aap logo ko isliye bata raha hoon kyunki aaj ki iss post mein mai aap logo ko job hi methods batane waala hoon loan lene ke liye iske liye aapko kahi bhi bahar jaane ki koi need nahi hone waali hai saare steps and process aapko ghar baithe hi follow karna hai..
To mai sabse pahle aap ko bata doo ki mai aap logo ko job hi steps batane waala hoon yah kis ke maadhyam se batane waala hoon to dosto yah mai aap logo ko batauga ek application ke maadhyam se jii ha yah ek online application hai to isse aap logo ki ek aur queries ka jawaab aap logo ko mil gaya hai ki aap logo kaise online loan kaise le sakte ho aur saath hi aap log online loan kaise apply kar sakte ho aur jis app ka naam hai kredit one loan application jii haa aur isi ke method se hum log aapko batane waale hai ki aap log kaise kredit one loan app se loan le sakte ho aur saath hi kaise aap log kredit one loan app se loan apply kar sakte ho to yah saari chhije mai aap logo kko step wise clear and explain karne waala hoon aur baaki ki baatein bhi aap logo ko isi ke andar dekhne ko milne wali hai isliye please post ko poora read kare..
Kredit one Loan App Kya Hai?
Table of Contents
To jaise ki aapko humara aaj ka yah topic pata hai ki jaha par hum log baat karne waale hai ki aap log kaise Kredit one Loan App se loan kaise le sakte hai aur saath hi aap log kaise Kredit one Loan App se loan kaise apply kar sakte hai yah saari baatein mai aap logo ko batane waala hoon lekin isse pahle ki mai aap logo ko yah saari chhije bataoo ki aap log kaise le sakte hai loan lekin aapko sabse pahle yah baat pata honi chahiye ki aap loan kaha se le rahe hai or kya yaha se loan lena aapke liye sahi hai aur yah saari baatein mai aap logo ko bataunga..
To iss application kaa naam hai Kredit one Loan application yah application officialy tor aapko google play store mein mil jaayenge aur agar baat kare iss application ki to iss application se aap mostly jo hai personal loan le saktehai aur baat rahi personal loan ke alawa baaki ke loan ki to wo bhi aap log le sakte hai lekin shayad uske liye alag criteria alag plans ho sakte hai to a bap log yah soch rahe hai ki yah baat to samajh mein aa gayi ki hum log Kredit one Loan App se loan le sakte hai lekin ab agar baat kare ki kya aapka Kredit one Loan App se loan lena waakai mein sahi hai to iska jawaab haijii haa bilkull aap yaha se safe and secure way se loan le sakte hai aur wo isliye kyunki yah jo loan app hai yah bhaarat sarkar ke under mein work kari hai aur RBI ke sabhi guidelines and regulation ko follow karti hai to in short baat yah hai ki aap log yaha se safely loan le sakte hai..
Kredit one Loan App Kitna Loan Mil Sakta Hai?
To jaise ki maine aap logo ko upar bataya hai ki aap log Kredit one Loan App se aapko mostly mai personal loan lena zyada prefer karoonga and personal loan ke alawa aap log baaki ke bhi loan le sakte hai lekin un loans ke bare mein agar mein deeply study karke aap logo ko bataoo to yah post bahut lamba jaa sakta hai isliye mai aapko aaj ki yah post mein usi loan ke bare mein bataunga jo loan aapke liye needful hogi saathi jis loan se waakai mein aapko in future benefits ho sakta hai..
To baat karne se pahle ek baat or mai aap logo ko bata doo ki koi bhi loan ka amount agar aap logo ko janna ho to uske liye aap jab khud practically live loan lene jaayenge tabhi aapko uss chhij ke bare mein pata lg sakti hai lekin agar baat kare ki aapko kitna loan mil sakta hai kam se kam aur zyada se zyada to yah to mai aapko numeric tor par definately bata sakta hoon lekin wo aapka approx ho sakta hai kyunki kisi bhi loan platform ke plans and scheme badalte rahte hai..
To ab agar baat kare ki aapko Kredit one Loan App se kitne tak ka loan mil sakta hai to yaha par aapko 40000 rupees se lekar ke 200000 tak ka loan mil sakta hai..
Kredit one Loan App Personal Loan:- To abhi agar baat karte hai loan ki to maine jaise upar aapko yah baat batayi thi ki job hi aapka loan hai wo loan yaha par aapko personal loan dekhne ko mil sakta hai aur yaha par jo personal loan ki jo category hai wo kucch types ke under mein hai to agar hum baat kare ki Kredit one Loan App se aapklo kitna personal loan mil sakta hai to yah batane se pahle mai aap logo ko bata doo ki jab kabhi bhi aap log personal loan lete hai to personal loan ke andar aapko jo loan hai uska loan amount aapko zyada mil jaata hai aur special baat isse bhi zyada yah hia ki jo aapko loan mil ta hai uss loan amount ko pay karne ka bhi jo aap logo ko samay milta hai yaani ki loan duration ye bhi aap logo ko bahut hi zyada mil jaata hai..
To baat kare ki aap log kitna personal loan le sakte hai Kredit one Loan App se to yaha par aap log Kredit one Loan App se 40-50k tak ka loan le sakte hai aur wo bhi personal loan ..
Aur baat kare ki aap log agar Kredit one Loan App ki plans ko read karo aur uss eligibility criteria ko read karo to aap yaha se maximum 200k tak ka bhi loan le sakte hai..
Kredit one Loan App Kitne Dino Ke Liye Aapko Loan Deta Hai?
So abhi hum log baat kare ki jaise aap kahi se bhi loan lete hai kahi se bhi jab aaplog loan apply karte hai to kaafi baato ko dhyaan mein rakhte hai like ki aap log loan kitna le rahe hai uss loan ko aap log kis place se yaani ki kaha se le rahe hai uss loan par aapko kitne zyada samay ka time milta hai jisse aap uss loan amount ko pay kar sako aur saath hi uss loan amount par aapko kitna byazs dena padega to kucch aesi baato ko jab hum log dhyan mein rakhte hai then hum log jo hai loan ko apply karne ke liye jaate hai same usi tarike se aapko yah baat to pata lag gayi hai ki aap log yaha se kitne amount tak ka loan le sakte hai lekin ab baat aati hai ki wo jo loan hai wo aapko Kredit one Loan App se kitne samay ke liye mil jaayega mera matlab tha kitne lambe samay ka aapko time mil jaayega jisse aap uss loan amount ko pay kar sako to mai aap logo ko bata doo ki..
Kredit one Loan App se aapko jo hai minimum loan amount ko pay karne ka jo time rahta hai wo rahta hai aapka minimum 2 months aur zyada se zyada ki baat kare to aapko 48 months ka time mil jaata hai zyada se zyada se loan amount pay karne ka Kredit one Loan App mein..
Kredit one Loan App Se Loan Lene Par Kitna Interest Rate Dena Padta Hai?
To jaise ki hum log ek ek karke aapko detailed mein bata rahe hai ki kisi bhi jagah loan lene se pahle aap ko kucch main bato ka dhyaan rakhna chahiye usi main baato mein se ek bnaat yahi hai ki abhi upar aapko pata chala hai ki aap log kahi se bhi jab loan lete hai to aapko loan den eke sath hi mein uss loan amount ko pay karne ka bhi time milt hai aur uss baat ko aap log samajh chuke hai to abhi hum yah baat karne wale hai ki aapko loan amount pay karne ka time to chalo mil gaya hai lekin ab main baat aati hai ki aapko jo loan diya gaya hai kisi bhi loan platform ki taraf se to ab uss loan platform ko bhi to apna revenue generate karna hoga jo ki wo karega kaise uske liye wo log aapko jo loan provide karwate hai uss loan amount ko aap log jitne bhi samay ke liye lete hai uss par laga dete hai interest rate jisko hum log aam bhasha mein byaz bhi kahte hai to usi se kisi bhi financial sector ki jo hai main revenue generate hoti hai aur agr baat kare ki aapka Kredit one Loan App se kitna percent interest rate banta hai..
To mai aap logo ko bata doo ki Kredit one Loan App se aap logo ka maximum 34% ka interest rate yaani ki byaz ban sakta hai aur yah numeric jo hai yah salana matlab ki annually hai ..
Kredit one Loan App Se Kon Kon Loan Le Sakta Hai?
To ab hum baat kare ki aap logo mein se kon kon jo hai Kredit one Loan App se loan le sakta hai aur aakhir kya criteria ya kya eligibility hai Kredit one Loan App se loan lene ki..
1. To mai aap logo ko bata doo ki agar aap log Kredit one Loan App se loan lena chahte hai to sabse first critera hi yahi aa jaati hai ki aapko yaha se loan lene ke liye aap Indian residential hone chahiye in short kahe to bharat ke niwasi..
2. Next yah hai ki agar aap logo ko Kredit one Loan App se loan lena hai to aap ke paas wo sabhi required documents honi chahiye jiski need hoti hai loan lene ke liye aur jiski mada se aapke sabhi documents ko verify kiya jaa sakta hai..
3. Next mai yah hai ki aako agar Kredit one Loan App se loan lena hai to aapki jo kam se kam umar yaani ki jo age honi chahiye wo aapki 21 saal honi chahiye aur zyada se zyada 56 saal..
4. Next ki baat kare to aapke paas koi na koi occupation zaroor se hona chahiye jisse iss baat ki surity ho sake ki aap yaha se loan lene ke baad use repay bhi kar sakte hai…
Kredit one Loan App Se Loan Lene Ke Liye Documentation:-
To abhi mai aapko yah sab batane waala hoon ki ab mai aapko wo important documents batane waala hoon jisko aapko bahut hi zyada need hone waali hai loan lete wakt aur wo documents kon kon se hai yah maine point wise bataya hai..
1. To sabse pahle aap kahi se bhi loan lenge to yah aapeke liye ek mandatory documents se ek hota hai jisse aapki personal identity ko isse verify kiya jaa sakta hai saath hi saath aaapki eKYC bhi complete kar sakte hai iske liye aapko apna ( Aadhar Card, Pan Card) de sakte hai..
2. Ab next par baat kare to mai aap logo ko bata doo ki aapko jo next document upload karni hogi wo hoga aapka residential document jisse aapki location identity ko verify kiya jaa sake iske liye aap apne ( Electrticity bill, Rent Details) de sakte hai..
3. Ab next documents ki baat karoo mai to ab aati hai yaha apr aapi occupational details jiske andar aapke kaamkaaj ki jaanakri ko verify kiya jaa sakta hai iske liye aap ( Pay Slip, Salary Slip)den sakte hai..
4. Last but not he least documents mein aapko apni bank details deni hoti hai jiske andar aapko apna amount receive karna hota hai isliye aapka account active hona chahiye oor minimum 6 months ki aapko bank statement deni hoti hai..
Kredit one Loan App Se Loan Apply Kaise Kare?
1. Sabse pahle aapko google play store application par jaakar waha par search bar mein type karna hai Kredit one Loan App and then app aane ke baad aapko ise apne phone mein install kar lena hai..
2. Next fir aapko iss application ko open karna hai and aapko apna mobile number register kar lena hai then aapke saamne homepage aa jaane ke baad..
3. Aapko loan option par click karna hai apna loan amount choose karna hai and process par click kar dena hai..
4. Iske baad aapko apne sabhi details and documents jo bhi waha required hai waha upload kar deni hia..
5. Last mein signature and selfie upload karke request application par click kar dena hai..
6. Then aapka loan approved hoti hi in a 24 hours aapka loan amount aapke bank account mein hoga..
Kya Sikha?
Aaj humne jaana ki aap log kaise online loan kaise le sakte hai aur saath hi aap log online loan kaise apply kar sakte hai aur online loan ke andar humne ek application jiska naam tha Kredit one Loan App iss ke medium se jaana ki aap log kaise Kredit one Loan App se loan kaise le sakte ho, aur saath hi Kredit one Loan App se kaise loan apply kar sakte hai..
Mujhe ummid hai ki aapko yah post pasand aayi hogi koi sawaal ho to comment mein pooche…
Dhanyavaad