Hello bhaiyo,
Kaise hai aap sabhi log ummid karta hoon ki sabhi log khush honge aur apne gharo mein honge aaj ki iss post mein hum log baaat karne waale hai ki aap log loan le bare mein aksar sochte hai ki aap sabhi log loan kaise le sakte hai lekin mai aap logo ko bata doo ki aaj aapko mai jis tarike se loan lene ke bare mein batane wala hoon yah ek bahut hi kamal ka tarika hai aur yaha se loan lene ke liye aapko kahi bahar jaane ki koi bhi need nahi hai..
To aaj hum aapko online loan aap log kaise lenge usi ke bare mein proper jaankari dene waale hai to aaj aapko hum batayenge ki kaise aap dhani app se kaise loan le sakte hai aur kaise aap log dhani app se loan apply kaise kar sakte hai..
Dhani App Kya Hai?
Table of Contents
To sabse pahle aap logo ka yah janna bahut zyada zaroori hai ki dhani app kya hai aur kya aap logo ka yaha se loan lena sahi hai iss baat ke baad hum log aapko aage ki cchijo ke bare mein bhi batayenge..
To sabse pahle baat karte hai ki dhani app kya hai to aapko mai bata doo ki dhani app ek loan providing service platformhai jaha se aap log loan le sakte hai aur yaha se loan lena ek dam safe and secure hai kyunki yah RBI ke rules and regulations ke under work karti hai..
Dhani App Se Loan Kitna Mil Sakta Hai?
To baat kare agar ki aapko yaha se kitne amount tak ka loan mil sakta hai to yah to mai aap logo ko bataunga hi aur pahle ek aur baat bata doo ki dhani app par aapko kaafi saare alag alag types ke loan milte hai jaise dhani app personal loan, dhani app business loan etc..
Dhani App Personal Loan:- To baat kare agar sabse pahle to ek baat ki yaha se aap logo ko loan ka amount jo hai 1000-1500000 tak mil sakta hai aur baat rahi dhani app personal loan ki to mai apko bata doo ki iss types ke loan mein aapko loa amount zyada mil jaata hai saath hi loan duration bhi to yaha par aapko minimum 1000-100000 tak ka dhani app personal loan mil sakta hai..
Dhani App Se Aapko Loan Ka Byaz Kitna Dena Hota Hai?
To dosto aap logo ko mai bata doo ki waise to yaha par dhani app mei itne saare jaha aapko loan amount mil jaata hai alag alag loan types ke hisab se wahi par agar baat kare loan amount ke saath uska duration and interest rate bhi alag bhi alag hi hota hai..
To baat kare overall byaz ki to mai aap logo ko bata doo ki yaha par aapko kam se kam 12% se lekar ke 24% tak interest dena pad sakta hai…
Dhani App Se Aapko Loan Kitne Dino Ke Liye Milta Hai?
To ab aapko mai bata do ki aap log agar yaha se loan lete hai to aapko dhani app se loan kitne time ke liye mil jaata hai to aapko ek baat bata doo ki jis tarah se yaha loan ka types alag hai usi hisab se loan ki details bhi alag mil jaata hai..
To bata doo ki aap log agar Dhani App se loan lete hai to yaha se aapko kam se kam 90 days se lekar ke 24 months ke liye loan mil jaata hai..
Dhani App Se Kon Loan Le Sakta Hai?
To aapko ab maio bata doo ki yaha se loan kon kon le sakta hai kis kis person ko yaha se loan lene ke liye konsi criteria ya eligibility ko follow karna hoga..
1. Dhani app se loan lene ke liye sabse pahle aap ek Indian residential hone chahiye..
2. Aapki kam se kam age 21 saal honi chahiye..
3. Next aapke paas sabhi eKYC documents honi chahiye..
4. Aapke paas koi na koi occupation hona chahiye..
5. Aapke bank account ka cibil score behtar hona chahiye..
Dhani App Se Loan Lene Ke Liye Konse Documents Hone Chahiye?
To ab mai aapko batata hoon ki jab aap log loan lene jaaoge ya dhani app se loan apply karne ke liye jaayenge to aapko kon kon se important documents dene honge:-
1. To apko sabse pahle personal details ko verify karwana hoga (Aadhar card, Pan Card)
2. Next document mein aapke paas address verification karwana hoga (Electricity Bill)
3. Ab agle documents mein aapke paas aapki occupational documents ki details honi chahiye…
4. Last documents mein aapke paas aapka bank account ka statement and aapke bank account ka better cibil score hona chahiye..
Dhani App Se Loan Kaise Le / Dhani App Se Loan Kaise Apply Kare?
To ab mai aap logo ko finally wo steps ya process jo hai wo batane waala hoon jisse aap log dhani app se loan kaise lene waale hai ya dhani app se loan kaise apply karne waale hai..
1. To sabse pahle aapko apne phone ke menu bar mein jaana hai or google play store app par click karna hai then..
2. Aapko Dhani App ko phone mein install karna hai..
3. Iske baad aapko iss app ko open karna hai..
4. Then aapko apne mobile number se signup karna hai..
5. Then aapke saamne homepage aa jaayega iske baad loan ka amount and duration date select karni hai..
6. Then aapko apni sabhi details and and required documents ko upload kar dena hai..
7. And fir application request par click kar dena hai.
8. If your loan is approved to aapka loan amount aapke bank account meinn 24 hours ke anda r aa jaayega…
Kya Sikha?
To aaj humne sikha ki aap log loan kaise apply kar sakte hai kaise online loan app se loan kaise le sakte hai to humne apne aaj ki iss post mein baat ki hai ki aap log Dhani App se loan kaise le sakte hai aur saath hi kaise aap log Dhani App se loan apply kaise kar sakte hai…
Ummid hai ki aap logo ko yah post pasand aayi hogi, koi sawaal ho to comment mein pooche..
Dhanyavaad