Salary Dost Se Loan Kaise Le – Salary Dost Se Loan Apply Kaise Kare | How To Apply Loan From Salary Dost Loan App | Salary Dost Loan App Se Loan Kaise Milega

Namaskar bhaiyo kaise hai aap sabhi log ummid karta hoon ki aap log bahut honge to jaisa ki aaj hum baat karne wale hai jis bare mein uss baat ko aap log bahut hi acche se jaante hai mai baat karne wala hoon aaj paiso ke bare mein aur loan ke bare mein khair agar baat rahi paiso ke bare mein baat karne ki to mai janta hoon ki aaj ki date mein mujhe shayad se yah baat batane ki koi bhi aavashyakta nahi hai lekin agar main aapko  short mein samajhana chahoo to bas itna hi kahoonga ki paisa aaj ki iss taarikh mein hamare liye roti kapda aur makaan ki hi tarah 4th number par aane waale saadhno mein ek hai aur agar deeply explain karna chahe to aapko acche se explain kar paayenge ki yah ek aese needed chhijo mein se ek bann chuki hai aaj ki baaki ke jo tino chhije hai aaj ki date mein paise ke bina nahi aa sakti agar mein aap logo ko example ke tor par samjhane ki koshish karoo to jaise aaj ki aur abhi ki taarikh ka latest example hai yah hai ki abhi aap mera yah blog read kar rahe hai sahi sahi bataiyega ki agar aapko paiso ki need nahi hoti toi kya aap aaj mera yah blog padhne aaj yaha aate ese hi hamare saamne bahut saare examples bhare baithe ki hai aaj ki taarikh mein agar hum kaam kahi kar rahe hai to wo bhi isliye hi ki aapko kahi se paise aa jaaye to yah baat hum logo ke saamne hai lekin paisa har kisi ke paas enough aur agar baat kare utna nahi hota hai ki jisse wo apna sbkuuch asaani se manage kar sake kyunki main baat bhi yahi hai ki ek to aaj ki taarikh meinn jaha sab chhijo ke rate itne mahenge wahi par aapko jo aapki salary milti hai itna kaam karne ke baad bhi uski jo value hoti just bahut kam aapki monthly salary kab aati hai kab chali jaati hai pata hi nahi lagta ..

Lekin agar iss paise ki kami se bachao paana to atleast mai to yah bilkul nahi kahne wala hoon ki aap ko aaj mai esa tarike batane wala hoon jisse aap do din mein itna paisa bana loge jiski koi bhi had nahi hai bilkul nahi esi baato par mai bilkul bhi believe nahi rkahta hoon aur naahi esi koi bhi chhije mai aapko recommend karne wala hoon esi bahut si baatein maine apne search result se aane wale recommendation se dekhi hai lekin tension naa lijiye koi trick waherah ka to bilkul bhi pata nahi hai lekin aapko mai yah zaroor bata sakta hoon ki aaap log loan kaha se le sakte ho jii haa aaj mai aapko yahi batane wala hoon ki aaap kaha se loan le sakte ho aur yah baat aap log bhi ache se jaante hai ki aaj ki date mein loan paana bilkul bhi aasan kaam nahi hai…

Aur jaha tak mai baat kar raha hoon to mera hisab se sabse zyada struggle isi chhij mein lagti hai aur kahi na kahi esa lagta hai ki yah bahut galat chhij ho rahi logo ki income aaj ki date mein itni hai nahi ki wo apni daily life hi acche se expense kar sakte hai to savings aur future gosl jaidi baat to khair bahut door hai lekin koi baat nahi aaj isi ek chhij ka mai detail  ein solution lekjar aaya hoon jaha mein baat karne wala hoon ki aap loan kaise le sakte hai jii haa aaj mai yahi baat karne wala hoon aap loan kaise paa sakte hai aur agar mai baat loan ki kar raha hoon to uss mein bhi baat mein online loan ki kar raha hoon aaj aapko yahi batane waala hoon ki aap log online loan kaise le sakte hai kyunki ese bahut se queries maine dekhe hai logo ke jaha par wo jaakar yah baatein find kar rahe hote hai ki how to take loan how to take loans from bank how to apply loans in bank aur dekha jaae to bahut mushkil se kaam ki information milti hogi waha par lekin mai baat kar raha ki aap online loan kaise le sakte hai ji haa aur aaj usi ke upar hum baat karne wale hai aur aaj ki iss topic ko batane se aap logo ke jo mostly jo search queries hoti hai yah proper tor par aaj finish ho jaayengi jaha par aap yah  baaatein search karte hai ki how to take onlinr loan how to take online loan from banks ya fir how to apply online loans to innhi saari baato par aaj hum baat karne wale hai…

Aur aaj mai aapko esi best online application ke bare mein batoonga ki jisse aap badi hi aasani se loan le sakte hai aur jis application se aaap log loan lene wale hai uss application ka naam hai salary dost jii haa aaj hum aap  logo ko batane wale hai ki jis application se aap log loan lene wale hai uss application kaa naam hai salary dost  aur salary dodt se related hum yah baat karne wale hain ki salary dost se aap loan kaise le sakti hai ki it mean aapko detail mein bataoo to aaj mai aapko yah batane wala hoon ki salary dost se aap loan kaise le sakte hai aur agar mai aapko details mein batane ka koshish karoo to mai aapko yah batane to aapko aaj ki iss blog post mein pata lagne waal ahia ki aap mobile se salary dost se loan kaise le sakte hai aur isi ki depth mai aapko chije details mein pata lagegi ki salary dost se loan kon kon le sakte hai aur yah ki salary dost aapko kitne types ke loan deta hai salary dost application se loan lene ke aapko kya kya faayda milne waala hai isi ke saath hi saath ki salary dost application se loan lete waqt komn kon se documents aapko dene honge aur salary dost application se loan lene par aapko kitne rupees tak ka interest yaha pay karna padega aur isi se related chhijo ke upar hum baat karenge…

Read Also :- CashInYou Loan App Se Loan Kaise Le | CashInYou Loan App Se Loan Kaise Apply Kare | CashInYou Loan App Se Personal Loan Kaise Le | CashInYou Loan App Se Personal Loan Kaise Apply Kare

Salary Dost Loan App Kya Hai?

To aage badhne se pahle mai aapko bata doo ki salary dost application kya hai jisse aap ko iss application ko details mein samajhne mein badi help milni waali hai to agar hum baat kare ki salary dost application kya hai to aapko mai bata doo ki salary dost application aaj ki date mein loan provide karne waali ek bahut acchi digital platform hai jiski madad se aap loan apne hisab se loan le sakte hai aur uss loan amount ke upar lagne waale saari chhijo ke bare mien to mai aapko detail mein to bataoonga hi saath hi mein yah bhi bataoonga ki salary dost loan app se aap loan lenge to uss par aapko kitne amounts ka kitna charge pay karna padega sarh hi aapko ye bhi bataoongan k loan ki loan lete waqt ki aapko loan amount par kitne din ka deadline mil jaaega loan amount pay karne ke liye isi ke saath ki salary dost aapko kitna loan provide karwata hai kab tak ki aapko deadline milti hai aur aapko kya kucch faayda mil jaata hia salary dost loan app se laon lene par….

Salary Dost Loan App Aapko Kitna Loan De Sakta Hai?

Aage badhne se pahle iss topic par baat karne ki bahut zyada need hai ki jiss loan app par aap bharosa karke loan le rahe pahle iss baat ki detsil mein clearification mil jaaye ki jis loan app se aap loan le rahe wo loan app aapko loan de kitna raha hai kyunki bahut baar esa hota hai ki hume kahi se kabhi pata chal jaaye yaa hume koi bata de kisi application ya service ke bare mein to hum log cross check nahui karte hai uske bare mein ki wo application kya hai aur kitna amount pay kar sakti hai to ese mein hum jitni ummid laga ke sochte hai ki hume utna amount milega utna amount nahi mil paata kyonki kisi bhi application ya loan service ki ek limit hoti hai aur usi limit mein wo aapko koi na koi loan amount provide karwa dete hai to aapko iss baat ki clearance lena bahut zyada zaroori hai ki koi bhi loan amount aapko kitna loan provide karwa sakte hai jaha tak baat rahi salary loan application ki to yah aapko loan types ke according loan provide karwa deti hai jisme yaha par kai type ke loan dekhne ko milte hai lekin agar mai baat karta hoon salary loan ki to yaha par jo aapko loan amount milega wo aapko 1 lakh rupees se lekar ke 5 lakh rupees tak ka loan mil sakta hai aur itna loan amount mai aapko best prefer kisliye kar raha hoo kyunki Aaj ki date mein pahle to ek online app par aap trust nahi kar sakte doosra yah hai aapko loan amount maximum 5 lakhs tak ka de rahi hai to I thought ki yah best deal hogi..

Salary Dost App Aapko Kitne Type Ka Loan Deti Hai?

To agar hum loan types ki baatein ka rahe hai to jaisa ki aapko pata hai ki koi bhi loan service aapko ek hi type ka loan provide nahi karwati hai unke pass kai saare option aur types hote hai jiske basis par wo aapko loan provide karwate hai khair agar baat ki jaaye salary dost application ki to iske pass bhi ese kais are option aur kai saare types hai jiske basis par aapko yah loan dilwati hai ….

To ek to option yaha dekhne ko milega instant loan service ka jiske bare  mein aap log bhali bhanti jaante hai aur ek hota hai personal loan aur isse bhio aap log jo hai acchi tarike se jaante hai khair to abhi baat kare agar instant loan ke bare mein…

Salary Dost Personal Loan :- To Bhaiyo jaisa iska title hai waisa hi iska kaam bhi hai aur agar baat rahi salary dost personal loan ke bare mein to yaha yaani ki iss loan facility se aapko loan to kaafi zyada dekhne ko milega jo aap logo ka maximum ration jaante ho salary dost ke bare mein utni limitation tak yah jaaegautna amount tak ka aap log loan le sakte hai..

Aur baat rahi personal loan service ki to aap yaha se maximum 500000 tak ka loan bade hi pyar se le sakte hai basharte aapke documents wo apne hisab se aapke clear honi chahiye iss type ke loan facilities ka faayda yah hota hai ki yaha se aap long duration tak ke liye loan apply kar sakte hai..

Salary Dost Instant Loan :- To ab hum aa gaye hai instant loan ke baaare jaane ke liye to aapko mai bata doon ki yah par bhi har bank ki tarah instant loan ki facility dekhne ko mil jaati hai jaha tak baat rahi amount ki to yaha par aapko maximum se maximum aapko 100000 rupees tak ka loan mil sakta hai instantly long duration ke hisab se lekin yaha par instantly mode ki baat ki jaaye to yaha se aapko 10000 rupees tak ka loan mil sakta hai…

Iss loan facility ka ek faaya hota hai aur wo yah hai ki yaha par aapko amount par lagne wala jo interest rate hai yah bahut kam dekhne ko mil jaata hai…

Salary Dost App Interest Rate :-

To bhaiyo abhi tak to baat yah ho gayi ki aap salary dost se aap ko kitne type ka loan  of amount dekhne ko mil jaata hai par abhi hum yah baat karne waale hai ki aap salary dost se jitna amount lenge uss amount par lagne waala interest rate kitna hoga aapka to abhi hum udi chhij ke upar baat karne waale hai to sabse pahle baat bta doo mai ki aapko yaha par salary dost par lagne waala interest rate depend karta hai do type par pahla type to yah hai ki aap yaha se kis type ka loan apply karte ho kitna apply karte ho uss amount par lagne wala aapka interest rate usi ke basis par banta hai aur jo doosra type hota hai wo customization ke basis par aapke ke dwara liya gya loan amount par factor karta hai aur kitne duration ke liye aap loan lete ho uss par factor karta hai to yaha par mai aapko exact figure to anhi bata sakta lekin yaha par aapko mai yealy nett bata deta hoon to yaha se kisi bhi type ka aap loan lete ho to uska yearly minimum se minimum 12% hoga ur agar baat karle maximum ki to wo aapka highly 36% tak ka jaa dakta hai isse upar aapa nahi hoga sure…

Salary Dost App Kitne Time Ke Liye Loan Deti Hai?

To jaise abhi hum dhire dhire karke basically saari chhijo ko clear kar rahe hai usi type se ab aapka yah jaanna bhi bahut zaroori hai salary dost aapko loan kitne samay kr liye degi kyunki usi ke basis par aap apni lolan pay ki planning ko badi hi aasani se kar sakte hai to yaha par agar mai baat karta hoon salary dost app ki loan moun t ko chuka pane ki deadline ko to ye bhi aapko waise loan amount ke factor aur loan type se hi depend karta ahai lekin mai yaha par aapko batana chahoo to yah aapko minimum to minimum 3 mahine se lekar maximum to maximum 36 months tak ka loan de deti hai…

EXAMPLE:-

To abhi agar mujhe aap sabhi logo ko detail mein batana ho to jaise aap suppose kar lijiye ki aapne salary dost loan app se aapne loan liya hai iss loan ka jo amount hai wo hai aapka 40000 rupees tak aur jo aapne loan amount liya yah loan amount ka jo duration hai ye liya aapne proper 6 mahine ke liye to yaha par jo aapka interest rate bankat tayyar hoga wo hoga aapke hisab se hoga lekin ek baat aur yaha de liye jaane waale saare amount aapko proper utne hi digit mein receive nahi honge jaise 40000 rupees par aapko 39115 itna amount hi milega..

Waise hi thik isi tarah se aap 72000 loan amount par aap yaha se iss loan amount par aapko salana 36% ka interest rate mil jaayega..

Salary Dost Se Hi Loan Kyun Le?

Iske kayi saare reasons hai lekinn mai aapko detail mein batane ke liye ye chhij mai aapko detail mein bataoonga ki jisse aapko saare chhije detail mein clear kar sakoo..

·     Sabse bada aur pahla reason yah hai ki yah service proper online servie hai jiske liye aapko bahar kahi jaane ki koi bhi zaroorat nahi hai yah mujhe sabse best chhij mein se ek lagti hai .

·     Doosra jo point hai wo yah  hai ki salary dost se aapko loan amount zyda mil jaata hai jiske help se aap kaafi zyada loan yaha se le sakte ho

·     Teesri chhij wo yah hai ki yaha par aaapko kai saare loan types dekhne ko mil jaaate ahi jiski madad se aap kaafi type ke loan le sakti jhai apne need ke according

·     Iske alawa yaha par customization ke according bhi loan apply kar sakte hai jisse aapko apne need ke according to amount to mil hi jaaega saath hi saath aapko uss amount par lagne wala interest rate yah aapko kaafi kam dekhne ko milega..

·     Aur jaise ki maine aapko upper overview mein bataya  tha ki yaha par aapko loan to kaafi type ke dekhne ko mil jaaate hai lekin wo main do type ke the unn mains ke andar aapko emi loan ke bhi option dekhne ko mil jaate hai..

 

Salary Dost Se Loan Apply Kaise Kare?

 To abhi mai aapko detail mein batane waala hoon ki aap log loan apply kaise kar sakte hai saare ke saare steps aapko detail mein maine bataya hua hai to please aap log dhyaan se saare steps ko follow karna..

·     Sabse pahle aapko apne phone ko open karna hai aur aapko apne phone ke menu bar mein chale jaana hai menu baar mein jaane ke baad

·     Aapko google play store search karna hia google play store search karne ke baad aapko homepage aane ke baad seach bar par click karna hai click karne ke baad

·     Aapko wha search baar par likhna hai salary dost aur yah likhne ke baad aap[ke saamne search result aa jaayega jisme aapko salary dost ka aapko logo dikhega uss logo par aapko click karna hai click karne ke baad aapko

·     Aapko use apne phone mein install  kar lena hai install karne ke baad aapko

·     Use apne phone mein open karna hai open karne ke baad aapko

·     Aapko sabse pahle waha par aapko apni bhasha select karni hai bhasha select karne ke baad aapko

·     Apna register mobile number waha par daalna hoga mobile number daalne ke baad

·     Aapko waha pr apni basic details deni hogi basic details dene ke baad aapko

·     Uske baad aapko basic details fill karni hogi basic details fill karne ke baad aapko

·     Waha par apni occupation details deni hogi occupation details dene ke baad aapko

·     Apni documentation upload karni hogi

·     Documentation upload karne ke baad aapko

·     Apni custom loan ko set karna hai iske baad loan type bhi aapko

·     Fir aapko apply kar dena hai..

·     Iske baad aapki application ki request chali jaayegi

·     Iske baad aapki loan request chali jaayegi request chali jaane ke baad agar aapke documents proper sahi rahi to aapko loan approved hone ke saath aapko loan approved ho jaayega

·     Aur aapka 24 ghante ke baad aapko aapka loan amount approved ho jaaega …

·     Aur aapka loan amount aapke bank account mein aa jaaega..

Salary Dost Documentation:-

Sabse to pahle aapke paas wo needed document honi chahiye jisse aapki saari information acche se verify kar sakte hai..

·     Sabse pahle aapki human verification ki jaaegi aur human verification karne ke liye aapko apni wo identity dikhani hogi jisse aapki human verification ho sake iske liye aap apne (Aadhar Card, Voter ID Card) aur bhi ese documents ko use kar sakte ho..

·     Iske baad aapki residential identity ko verify kiya jaaega iske liye aap apni (Electricity Bill , Rent Agreement ) ko use kar sakte ho..

·     Fir aata hai aapka occupation identity ab jaisa ki aapko pata hi hai jis kaam ko aap kar rahe ho usi kaam ke badolat aapne loan apply kiya hia kyunki aane waale time par aap usi ek kaam se aap apni loan amount ko pay kar paayenge..

·     Ab aapko dena hoga bank accounts ka status fir aata hai aapka bank statement 6 months ka jisse aap credit score wo sab detail mein check ho paaye..

Salary Dost Se Loan Kon Kon Le Sakta hai?

To yah par ab abaat aa chuki hai ki salary dost se kon kon loan le sakta hai waise to iska answer kaafi simple saa hai lekin mai aapko yah bnaat following tarike se batane ka try karoonga..

·     To sabse pahle jisko bhi slary dost loan app se loan chahiye wo proper Indian hona chahiye yaani ki wo bharat ka niwasi hona chahiye..

·     Ab doosra yah ki uske paas wo saare needed documents hone chahiye jisse ye verify ho sake ki wo Indian resident hi hai..

·     Ab aapke paas koi naa koi kaam hona chahiye jiski monthky income jisse 15000 plus honi chahiye kyunmki agar aap loan le rahe to apne uss occupation ke basis par aur aane wale time par aap apna loan wahi se pay kar paaoge.

·     Aur last chhij jo hoti hai age restriction yaani ki salary dost application se aapko loan lene ke liye aapki age minimum 18+ honi chahiye aur maximum age ki baat kare to yah aapki 75- yaani ki isse kam honi cahiye..

Salary Dost Customer Care Service:-

Waise to maine aaoko apni tarsaf se sabhi possible way se help karne ka try kiya hai lekin agar aapko kucch bhi samajhne mein dikkat aa raha hai to sabse pahle to aap blog poora dhyaan se again padhiye iske baad aapko hume apne sawaal comments ke zariye batana hai aur sabse last mein agar kaafi extreme hai to aap salary dost ko mail bhi kar sakte hai aur phone bhi..

·     Phone Number:- +91-7208206789

·     Email ID:- Care@salarydost.com

Kya Sikha?

To finally dosto humara aaj ka yah blog aaj yahi par khatam hota hai waise aaj humne kaafi kucch sikha kaafi kucch jaana about the loan and maine aapke mind sabse pahle to wo doubt zaroor clear kar diye honge jisse aap yah search karte hai ki aap online loan kaise le sakte hai yaani ki how to apply loan online se related saare queries finish ho chuke honge kyunki aaj maine aese best kamal ki ek application ke bare mein bataya hai aur isi app se related saare queries solve kiye to sabse pahle jis ap ke bare mein bataya hai uss app ka naam hai salary dost loan app ab isi se related kucch sawaal jo bante hai ki salary dost se loan kaise le aur agar mobile user hai to sawaal kucch iss type ka banta hoga ki salary dost app se mobile mein loan kaise le aura b agar saaf baat hai maine agar ek app ek bare mein bataya hai wo bhi loan service waali app ka to sawaal to banega hi ki salary dost kitna loan deti hai salary dost app se kitna loan le skate hai iske aklawa salary dost ka interest rate kitna high hota hai kon kon si documentation needed hai salary dost se loan apply karne ke liye to

Finally wo saare sawalo ke jawaab iss poore post mein hai dhyaan se aap log padhna aap logo ke mostly saare sawalo ka jawaab aapko isi mein dekhne ko mil jaaega

Thankyou

About AashishKummarr

Check Also

Kotak Mahindra Bank Education Loan Kaise Apply Kare Online 2023? | Kotak Bank Education Loan Kaise Le?

Hiii dosto, Kese hai aap sab Hope soo aap sabhi sahi salamat honge soo aaj …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

x