Namaskar bhayiyo kaise hia aap sabhi log ummid karta hoon bahut acche honge or bhale change honge to yaha par hum aaj ke time ki baat karte hi to jaisa ki aap sabhi log jaante hai humari daily life ki kucch aisi chhije hai jise hum chah kar bhi neglet nahi kar sakte hai use inkaar or andekha to bilkul bhi nahi kar sakte hai to aise mein hum baat karte hai ki humari jindgi kki needed chhijie like khana paani or place yeh ek most required chhijo mein se ek hai aur ek hai isliye bhi kyunki iske bina zindgi possible hi nahi hai..
To agar aese mein hum apna am zindgi ki baat kare to sabko yah naat ki aaj ke tim par log kaam apne khushi se nahi kar rahe hai or ho sakta hai ki bass ye paise ki requirement ko complete karne ke liye kiye jaane waale kamo mein se ek ho to aap log isse ek baat ka andaza laga sakte hai ki jo monthly salary har month receive hoti hai usme kewal needs ko poora kiya jaaa raha hai aur aese mein logo ke paas koi doosra chara hai bhi nahi ki wo kaam naa kare lekin mujhe nahi pata ki aap log ko yah baat kitni pata hai or kitni nahi lekin aap ek risk lekar apni zindgi ko jee rahe hai ya fir mai inn short kahoo to kaat rahe hai aap log apni daily life ki survival chhijo ko to aap apni monthly salary se complee kar le rahe hai lekin baat aati hai jaha par future savings ya fir kisi type ka goals yqa emergency ki to inn saari chhijo ke liye aapke paas kya paisa hai kya aese samay mein aapke paas ek future saving hai jisse aane waali aapada par aap iss find ko use kar sake nahi ho sakta hia kyunki pahl;I baat hai bhi nahi naa baat yah bhi to hai aur isme mai galat kisi ko bhi nahi kahoonga kyunki aaj ke time par aap log iss post ko padh rahe to aesa nahi hai ki sirf saari galti aapki hai kyunki ek middle class family mein kaam karne wala vyakti ek hota hai or uske salary income se ek bahut badi size kif amily ka ghar chal raha hota hai to baat dosh ki hum nahi de sakte kyunki
Sabse pahle to aaj ki is unemployment waali dunia ke andar use kaam mil gaya hai yahi baat apne aap mein bahut badi hai or doosra yah ki humara inflation par kisi bhi tarike ka ko control nahi hai or naa hum kar sakte hai kyunki somethings in not on our hand to baat aati hai ki kya kare kyunki hum sab ko pata hai jaisa ki aaj hamari zindgi chal rahi hai zaroori nahi hai ki aage bhi aese hi chale kabhi na kabhi ek aesa time zaroor aata hai jab humara time kharab chalta haio or paisa log bure waqt ke liye bacha kar akhte hai lekin jaisa ki abhi hum log baat kar rahe hai middle class familiea ki jaha par paisa saving karna to door ki baat hai paisa uss monthly salary mein se bach hi jaaye to kucch baat ho to dono mein se kucch nahi hota to last option bachta hai aadmi ke paas ki wo kahi na kahi se loan ka jugaad kare kyunki iske alawa kucch nahi kar sakte hai lekin aap logo ko kya lagta hai aaj ki iss date mein aap log itni aasani se loan paa sakenge yah sirf jitna sunne mein acha lagta hai aur jab isko implement karne jaate hai bahut zyada time lagta hai or approve ho naa ho pata bhi nahi hota..
Aese mein fir se insaan ke mann mein sawaal aa jaata hai ki kya kare loan kaha se apply kare kyunki jab bhi kabhi loan wagerah ki baatein saamne aati hai logo ke man mein ek hi aesa platform hai o unko loan provide karwa sakta hai aur wo platform hai bank..
To ab agar baat kare ki banks bhi aaj ki date mien kaafi saari hai jo ki aapko loan provide karwa deti hai to aese mein agar aap logo ke saamne ek ption hota hai ki aapka jis bank mein khata hai wahi se aap log loan apply kare lekin mai aapko bata doo ki sabhi banks itni asani se aapko loan nahi detio pahli baat kayi saare requirements kayi saari poochtacch or usse zyada daba ke documentation aur itna sab hone ke saath time jo jaata hai wo alag aur iske saath mein aapka loan approved ho jaayega iss baat ki jaankari lene ke liye aapko jaakar hi pata karna pdta hai or aapke dwara apply kiya gaya loan amount approve ho jaaye wo bhi surity nahi hai to sawaal aata hai ki ab kare to kare kya..
To aapko pareshan hone ki koi zaroorat nahi hai kyunki mai aapko aaj ek bank ke bare mein hi batane waala hoon jaha se aap log loan le sakta hai aur yah bhi baaki ke banks ki tarah hi ek bank hai to aaj hum jis bank ki baat kar rahe hai uss bank ka naam hai IDBI bank jii haa to aaj ki iss postn mein hum aapke sawaalo ke jawabo ko to denge hi denge saath mein yah bhi pata karenge ki aap log IDBI bank se loan kaise le sakte hai aur IDBI bank se loan apply kaise kar sakte hai or iss post ko poora detail mein padhne ke baad aap logo ke minds se ek aat do sawaal jo hai wo poori tarah se clear ho jaayenge jaise ki banks se loan kaise le aur bank se loan kaise apply kare..
To aaj ki is post mein hum iss sawal ko clear karne waale hai ki aap IDBI banks se loan kaise le sakte hai, IDBI banks se loan kaise apply kar sakte hai, IDBI bank se kitne interest rate par aapko loan milta hai, IDBI bank se loan lene ke liye documents kon kon se hone chahiye or etc…
IDBI Kya Hai?
Table of Contents
IDBI ek bank hai baaki ke banks ki hi tarah hi jo baaki ke banks ki tarah hi banks facility mil jaati hai wo aapko banks ke facility ke saath saath loan bhi provide karwati hai aur yaha par aapko saare features same baaki ke banks ki hi tarah mil jaayegi aur loan facility bhi aapko bahut acchi mil jaati hai aur age hum jaanenge ki IDBI bank se aap kaise bahut hi aasani se loan le sakte hai with sabhi process ko follow karte hue..!
IDBI Bank Aapko Kitna Loan Deti Hai?
To dosto agar aap kahi se bhi loan lene jaate hai ya loan apply karne jaate hai to aapo pata rahti hai ek baat ki do factors par aapko loan milta hai sabse pahle to jitna loan aapko needed hai ek to hua uss hisab se aur doorsa hota hai ki aap loan amount ko kisi bade kaam mein lagane ke liye or ya to bada kaam karne ke liye use karte hai to dono hi condtion mein ek baat ka pata hona bahut zyada zaroori hai ki aapko wo loan service providers kitna loan de rahe hai jisse aapko andazza lag sake ki yayh best place hai loan lene ke liye or jaise ki aapko pata hai ki loan amount depend karta hai aap uss loan servicers se kis type ka loan le rahe hai aur kitna loan amount ka aap loan apply kar rahe hai..
To wasie mai aapko basic information ke hisab se bata deta hoon ki aapko minimum to maximum kitna loan amount aapko mmil sakta hai to yaha par IDBI bank se aapko kam se kam 50000 tak ka loan aur maximum 1000000 tak ka loan mil sakta hai aur abhi mai aapko bataunga ki yah loan amount is type of loan ke tahat aapko mil sakta hai..
IDBI Bank Instant Loan :- To ab hum pahle baaat kar lete hai ki instant loan aapko kitne amount tak ka mil sakta hai IDBI bank se to aapko mai bata doo ki instant loan mein aapko loan amount ki raashi jo hai wok am dekhne ko milti hai jsiki wajah se aapko loan amount ka approval jaldi mil jaata hai aur yaha par aapko bahut kam interest rate dena padta hai iss loan amount par khair agar main baat par aate hai ki kitna loan amount tak aap IDBI bank se instantly paa sakte hai,,
To yaha par aapko 50000 rupay se jo hai aapko instant loan mil sakta hai aur custom ke hisab se yah 50000 rupees se upar bhi ho sakta hai..
IDBI Bank Personal Loan:- To ab hum jo hai next baat karne waale hai ki aap IDBI bank se personallay personal loan bhi apply kar sakte hai halanbki mujhe iske alag point banana chahiye tha lekin mai aapko personal loan ke point ke andar hi yah bhi bata doonga ki IDBI bank se maximum loan amount kis type of loan ke andar aapko dekhne ko mil jaata hai to sabse pahle yah baat clear karna bahut zyada zaroori hai ki personal loan ke benefits kya hai to mai aapko bata doo ki personal loan ke andar aapko loan amount ki r aashi kaafi zyada dekhne ko mil jaati hai aur saath hi saath aapko uss loan amount o chukane ka waqt kaafi zyada mil jaata hai to aise mein agar mai baat karoo ki aap log IDBI se itna amount tak ka personal loan le sakte hai..
To aapke jaankari ke liye bata doo ki aapko yaha se 50000 se 500000 tak ka personal loan mil sakta hai..
Aur ek aur point mai mention kar doo ki IDBI bank se agar aap uske highest loan amount tak ki reach par pahuchna chahte hai to wo aapko business loan ya usi ke jaise kisi loan ke andar milega jisme aapka loan amount 500000 se lekar 1000000 tak ka jaa sakta hai..
IDBI Bank Se Kitna Percent Interest Rate Mein Loan Milta Hai?
Ab hum aapko yah batayenge ki aap log loan to kahi se bhi le sakte hai ki lekin loan lete waqt jo ek baat hamesha aapke dimag mein honi chahiye aur wo yah hai ki aap jo loan amount lenge uss loan amount par aapko kitna percent interest rate dena padega kyunki yah sawaal apne aap mein hi khaas hai aam boli mein isko byyaz bhi kaha jaata hai to baaki ke banks ki tarah IDBI bhi aapko loan amount provide karwa rahi hai aur kisi bhi financial sector ki mostly revenue loan par liye jaane waale intrerst rate se hi hoti hai to aise mein agar hum IDBI bank ki baat kare to waise to yah loan amount par interest rate do type se decide hota hai ek to decide hota hai ki aap jo loan amount le rahe hai uss par lagaya jaane waala interest rate yah custom mein bhi aa jaata hai aur doosra hota hai ki aap kis type ka loan amount se yaha loan apply karte hai doosra factor yah hota hai lekin..
Kyunki aap yaha se sirf basic info ke liye janna chahte hai ki aapko loan amount par kitna percent interest rate dena padega to mai aapko bata doo ki yaha par aapko minimum to maximum ratio ke hisab se 7.09% se lekar 8.99% tak ka maximum interest rate yaha par aapko aapke loan amount par milega…
Aur again ki yah data jusrt example basis par hai interest meinn change kabhi bhi aa jaata hai aur yah bank par depend karta hai..
IDBI Bank Se Aapko Kitne Time Ke Liye Loan Mil Jaata Hai?
To abhi humne upar baat kar li hai ki kis tarike se aapko IDBI bank se kitne types ke aapko loan amount milte hai aur saath hi uss loan amount par aapko kitna percent ka interest rate pay karna padta hai aur saath hi bank ke maximum amount ko aap kis type of loan ke tahat paa sakte hai to abhi hum baat karne waale hai ki kisi bhi loan ko lene jaate waqt ek baat or bhi factor karti hai aur wo yah hai ki aap jo loan amount le rahe ho wo kitne samay ke liye aap le rahe ho kyunki yah baat janna bada zaroori hota hai ki aap loan amount ki deadline kis type ke hisab se paa rahe ho..
To again mai aapko yah baat jo hai again se bata doo ki loan ka interst rate or jo loan amount ki deadline hoti hai wo bhi same depend karti hai ki aapne loan kis type ka liya hua hai usi ke hisab se aapko loan duration yaani samay sima mil jaati hai..
Jaise kik agar hum baat karte hai to instant loan ke andar aapko loan amount jo hai wo bahut kam milta hai jiski wajah se aapko uss par interest rate jo hai wo bahut kam dena padta hai aur jiski wajah se aapko loan duration kam dekhne ko mil jaata hai..
Isi tarah se same fact yaha par personal loan ke matter mein opposite hai aur kyunki yaha par aapko loan amount zyada mmil jata hai jiski wajah se aapko high interest rate ke saath mein bahut zyada loan duration bhi mil jata hai ..
Aur like just information basis ke tor par hum baat karte hai to aapko yaha par minimuim jo loan duration hai wo aapko 12 months se lekar ke aapko 60 months tak ki deadline mil; jaati hai..
IDBI Bank Se Hi Loan Kyun Le?
IDBI bank se hi aapko loan kyun lena chahiye abhi iss baat par hum detail mein charcha karne waale hai point wise to saare point ko dhaan se padhiyega jisse aapko pata lag sake ki kyun IDBI se hi loan kyun le?
1. Sabse pahli baat ki kyunki yah ek bank hai to aapko sabhi banks facilities to yaha par aapko milegi hi milegi iske saath hi saath abhi IDBI bank mein user kam hai to aapko bahut kucch benefits mil sakta hai..
2. Aaj ke digitalization ke zamane mein kyunki sabhi banks platform apne banks ko sabhi jagah par provide karwana chahte hai to aise mein IDBI bhi aapko banks ki saari facility onlilne provide karwata hai..
3. Kyunki yaha par bhi aapko saara process online dekhne ko mil jaayega jis ki wajah se yaha se aapko loan milega aur wo bhi online process ke saath mein..
4. Aur kyunki saara kaam online process ke andar hi ho raha hai to aapko loan ka status yaani k aapka loan approve hua ya nahi ye bhi aapko online hi pata lag jaayegi..
5. Aur sabse main baat ki inn saare kaamo ko karne ke liye aapko kahi bahar jaane ki koi bhi ned nahi hai aap ghar baithe in sare kaamo ko kar sakte hai…
IDBI Bank Se Loan Apply Kaise Kare?
To ab mai aapko iss post ki mai baatein batane jaa raha hoon jiski wajah se aap iss post ko yaha tak padh paaye hai to ab mai aapko bataunga ki aap log IDBI se loan kaise apply kar sakte hai..
1. Sabse pahle aapke pass mobile pc ya laptop kucch bhi ho usse internet connected hona chahiye..
2. Aapko karna hai aapko apna browser open karna hai browser ke khulne ke baad aapko IDBI ke official website par chala jaana hai..
3. Agar aapke paas pahle se IDBI ka bank ka account hai to login karke details aap IDBI ke official website par login ho jaayiye..
4. Login ho jaane ke baad aapko loan apply option par jaakar
5. Apni saari basic details waha par fill kar dena hai..
6. Basic details fill karne ke baad aapko jis type ka loan chahiye wo loan type select kar lena hai..
7. Loan type select kar lene ke baad aapko ek application ko filllup karna hoga..
8. Uske baad request application par aapko clilck karke aapse jo bhi required documents maange wo saare de dene hai..
9. Documents ke saath saath aapko apna registered mobile number bhi de dena hai..
10. Mobile number dene se loan status sidha aapke phone par hoga..
11. Or uske baad agar aaka loan approvaed ho jaata hia to loan amount aapko aapke bank account mein 24 ghanto ke andar mil jaayega..
IDBI Bank Se Kon Kon Loan Le Sakta hai?
To ab mai aapko bataunga ki IDBI bank se loan lene ke liye aap kis chhij ke liye eligible hone chahiye or kin kin logo ko loan mil sakta hai IDBI bank se.
1. Sabse pahle jisko bhi IDBI bank se loan chahiye wo Indian yaani kio Indian residential hona chaiye..
2. Next aapke paas IDBI ka account hona chahiye tabhi aap loan apply kar sakte hai..
3. Next ki aapke paas wo saare human identification verification ke liye wo saare documents hone chahiye jo required hote hai..
4. Aapki minimum age 21 years honi hi chahiye or aapki maximum age limit 75 years se kam ki honi chahiye..
5. Aapke paas occupation zaroor hona chahiye jisse aap iss liye jaane wale laon amount ko jaldi se jaldi pay kar sake..
6. If you are a business man to aapki yearly income 200k se upar honi chahiye and if you are a employ to aapki minimum salary 15k se zyada honi chahiye…
IDBI Se Loan Lene Ke Liye Documents :-
To mai ab aapko wo saare needed and required documents bataunga ki jo aapko IDBI se loan lene ke liye zyada helpful hogi..
1. Sabse pahle aapke paas human identification waale wo sabhi documents honi chahiye jisse aapki personal identification verification ho sake id verif aap ( Aadhar Card, Passport, Pan Card) etc se aap verification kar sakte hai..
2. Doosra aapka residential verification ke sare documents hone chahiye jisse aapki location ko verify kiya jaaa sake..iske liye aap ( Electricity Bill, Rent Agreement) etc se aap verification karwa sakte hai..
3. Aapke paas aapka occupation verification ke liye aapke paas aap jaha kaam karte hai waha ki identity aapke paas honi chahiye ( Pay Slip, ID ) etc se aap verification se aap kar sakte hai..
4. And aapke paas aapka bank account hona chahiye aur uska minimum 6 months tak ka bank statement hona chahiye..
Kya Sikha?
To finally hamara post khatam hota hai yaha par jaha par humne bahut saari baato ko discuss kiya aaj ki iss post mein jaha par humne sabse pahle baat ki kee aap log bank loan kaise le sakte hai aur banks se loan apply kaise kare aur ek hamne bank ka example bhi liya ki aap IDBI se loan kaise le , to yah ek bank hai to aapko maine bataya ki aap IDBI se bank se loan kaise le sakte hai. Or aap IDBI bank se loan apply kaise kar sakte hai..
Yah saari batein humne clear kiya aaj ki iss post mein koi sawaal ho to comment mein zaroor likhna..
Dhanyvaad