Rupee Loan App Se Loan Kaise Le | Rupee Loan App Se Loan Apply Kaise Kare | Rupee Loan App Se Personal Loan Kaise Le | Rupee Loan App Se Personal Loan Kaise Apply Kare

Aur mere bhaiyo,

Kaise hai aap sabhi log ummid karta hoon ki sabhi mere dost aur bhai log khush honge aur bahut swasth honge to aaj ki yah jo post hai again hai aap sabhi logo ke bich mein  jaha par aaj hum log jis topic ke upar baat karne waale hai wo saare topics hamesha aap abhi logo ke saamne raha hai aur hamesha hi aap logo ke bich mein rahega to aaj hum log dobara se baat karne waale hai loans ke bare mein jii haa loans jaise ki aap sabhi log acchi tarike se jaante hai ki humare desh mein kitni zyada unemployment hai matla ki berojgari logo ke paas kaam hi nahi hai aur logo ke paas kaam naa hone ke kaaran aaj ki date mein  aap log dekhoge to aapko wo saare log nazar aayenge jo bhookhe mar rahe hai aur shayad se yah saari baatein mujhe batane ki koi bhi need nahi thi waise lekin mai aap logo ko bata doo ki yah job hi baatein bata raha hoon yah saari batein sach hai aur iss sach ko aap log bhi jaante hai..

Agar facts ke hisab se saari chhijo ke bare mein jaana jaaye to aap log jaan paayenge ki world ki sabse kam kimat yani sabse kam rate ka jo mehantan jise hum log wage rate ya fir jise bahut se log dihadi bhi kahte hai sabse kam kimat ki apne desh mein hai apen desh mein kisi bhi substitute work ko karwane ke liye sabse kam amount pay kiya jaata hai aur aesa nahi hai ki sabse kam wage rate hai to log karne se inkar kar dete honge aur jiska jawab hai nahi yaha par agar mai specially baat karooo india ki to india ki wage rate ka aesa hisab kitab hai ki jis price mein logo ne kah diya ki bhai aapko hum iss iss kaam ko karne ke liye itna itna amount pay karenge to aesa nahi hai ki log uss price range ke upar koi bhi obligation  karte hai agar aesa aap sochte hai to bilkul galat sochte hai just because india mein iss chhij ke upar koi bhi obligation hai hi nahi logo ko jitna amount pay kar do wo usi mein khush hai..

Ab aap mein se bahut se log kah rahe honge to usme galat kya hai to mai aap sabhi logo ko bata dena chahta hoon ki mujhe iss baat ya kisi bhi aesi koi bhi baat se obligation naa thi aur naa hogi lekin sach bataoo bura lagta hai yah cchij ko dekhkar agar mai aap logo ko zyada bada examplr naa dekar sirf facts basis par iska answer dena ka try karoo to iss sawal ka just itna sa jawaab hai ki jiss kaam ke liye humare india mein just 1-3% amount pay kiya jaata hi wahi same kaam agar kisi bahar ke desh mein ho to aap log jaakar ke ek baaari just dekh len aap log just shock ho jaaoge iss chhij ko dekhkar ki jitna india mein ek padha likha inseam 1 month ki salary uthata hai naa utna hi amount uss person ko 1 time mein pay kiya jaayega jitni mehnat wo yaha karta hai fark yah bhi hai ki bahar ke desho mein log literate bahut zyada hai aur aese mein sab log waha par physical work se zyada smart work karte hai apni brain ke help se lekin wahi india mein yah chhij nahi hai aur aese mein logo ko kyunki unki need ke according amount milta hai nahi aur kyunki ghar aur families unki bhi hai aur aakhirkaar ghar unko bhi chalana hota hai to aese mein logo ke paas survive karne ke liye amount hota hai nahi aus isi wajah se unko kahi na kahi se lena padta hai loan lekin aesi baat nahi hai ki unko loan bhi bade aaram se mil jaate hai iska jawab bilkul naa hai  loan lene ke liye bhi unhen pareshaniyon ka saamna karna padta hai or loan lene ke baad bhi aur wo aese kyunki aap log jaante hai ki official sector se loan paana sabke liye aasan baat nahi hoti hai sabke liye to mai kya hi kahoo mostly tor par middle class and lower class families ke liye..

Kyunki unhen banks wagerah aur baaki ke sector se or bhi financial bank se jo loan nahi de paate hai unhen due to some reason unke liye kya option hota hai kyunki ab unhen kaise nbhi karke loan chahiye bhi to aese mein ek hi chara rah jaata hai ki who unofficial way se loan le aur aap log bhi jaante hai ki un way se loan mil to jaata hai uske baad jo pareshani aati hai wo itni bhayankar hoti hai yakin maaniyr kabhi kabhi lendaar ki jaan bhi chali jaati hai jii haa to ab baat karte hai yah hoga kaise kyunki ab option bhi koi hai hi nahi ki wo log loan paa sake to itni saari musibato ko dekhte huye mai aap logo ke liye aaj ki ye post likh raha hoon kyunki aaj ki yah post bahut khaas hone waali hai specially middle class and lower class families ke liye ab wo kaise dkhiye aaj ke time par logo ke paas koi cchij ho chahe na ho ek chhij zaroor hogi jo ki phone jii haa aapka phone hi aaj aapko loan lene mein bharpoor madad karwane waala hai or wo kaise wo isliye kyunki aap logo ko aaj ki iss post mein mai batane waala hoon ki aaj aap mobile se loan kaise le sakte hai or mobile bhi aapko kaise loan dilwane waala hai to iske liye hum use mein layenge ek online loan app ko jo ki aap sabhi logo ko loan dilwa sakta hai to aaj ki iss post mein isi se judi hum log chhio ke bare mein baat karne waale hai to ab hum log aaj ki iss post mein jaanenge ki jis app se hum log loan lenge uss app ka naam hai rupee loan app..

To aaj ki iss post m,ein aap log jaanenge ki kaise aap log rupee loan app se loan lene waale hai ki kaise aap log rupee loan app se loan kaise le sakte hai saath hi uska proper method yah hoga ki aap log kaise apply karne waale hai jiska fact yah nikalta hai ki aap log kaise rupee loan app se loan apply kaise kar sakte hai aur yah saari baatein janne ke liye aap logo ko aaj ki iss post ko poora read karna hoga kyunki saari baatein detailed mein aap logo ko aaj ki iss post mein hi mil jaayegi..

Read Also :- Kotak Mahindra Bank Se Loan Kaise Le : Kotak Mahindra Bank Se Loan Apply Kaise Kare | Kotak Mahindra Bank Se Instant Personal Loan Kaise Le : Kotak Mahindra Bank Se Instant Personal Loan Kaise Apply Kare

Rupee Loan App Kya Hai?

To jaisa ki huym logo ne upar baat kiya ki kaise aap log jo hai rupee loan app se loan lene waale hai or saath hi kaise aap log Rupee Loan App se loan apply kar sakte hai aur bilkul yah sari baatein mai aap logo ko aaj ki iss post mein detailed mein clear karne waala hoon lekin isse pahle mai aap logo ko bata doo ki aapka loan lene se zyada zaroori yah jaana bhi hai ki aap log loan to le rahe hai wo sab thik hai lekin ek main baat ki aap log loan le kis jagah se le rahe ho fact iss baat ka bhi padta hai ki aap log jo loan jis platform se le rahe ho yah safe and secure hai bhi yaa nahi to inn sari chhijo ke upar hum log detailed mein baat karenge lekin isse pahle mai aap logo ko bata doo ki Rupee Loan App kya hai..

To dosto Rupee Loan App yah ek loan providing service platform hai ek aisa platform jo ki aap ko online loan provide karwata hai ab doosri baat yah application aapko google play store par officialy mil jaayega aur baat kare to iss application ka trust bana rakha hai iss application ne kyunki isne officialy tarike se logo ko loan provide karwaya hai ab agar baat kare ki yah application safe and secure hai ya nahi to mai aap logo ko just inform kar doo ki yah application jo hai yah bharat sarkar ke under and RBI ke guidelines and regulations ke under work karti hai…

Rupee Loan App Se Aapko Kitna Loan Mil Sakta Hai?

To ab hum log jaanne waale hai ki aap logo ko rupee loan app jo haio kitne amount tak ka aap logo ko yah application loan provide karwati hai to mai aap logo ko bata do ki iss baat ki mai aap logo ko exact information to khair nahi de paaunga iska main kaarann jo hai wo yah hai ki aap log jaante hai ki aaj ki taarikh mein koi bhi loan application ho yaa koi bhi loan service provider ho agar wo aap logo ko loan provide karwa raha hai to iska kahi na kahi jawaab yah hai ki unke paas ek types ka loan nahi hota hai jo ki wo aapko bata sake ki wo aapko maximum kitna loan de sakte hai lekin haa aap nett value se pata laga sakte ho ki jo bhi ye loan providing platform hai ye aapko kitna loan de sakti hai to baat kare agar Rupee Loan App ki to  mai aap logo ko bata doo

Ki Rupee Loan App se aap log maximum 50k (k=hazar ) 50 hazaar tak ka aap log loan le sakte hai..

Rupee Loan App Personal Loan:- To abhi jaise ki hum logo ne upar jaise ki pdha hi hoga ki kaise aap logo ko koi bhi loan providing platform ho aapko types ke according jo hai loan provide karwata hai isi tarah se Rupee Loan App ka bhi system hai ki yah aap logo ko loan jo hai yah alag types se deta hai aur iske types mein ek hai personal loan jisme aapko maximum amounts ka loan mil jaata hai to baat kare agar Rupee Loan App personal loan ki to jaise ki aap log jaan chuke hai ki yaha par baat ho rahi hai personal loan ki to aapko clear kar doo ki personal loan ke andar aapko loan amount milta hai bahut hi zyada iske saaath hi iss types ke loan mein aapko yah faayda mil jaata hai ki aapko loan pay karne ka jo duration hai wo aapko zyada samay ka mil jaata hai..

To baat kare agar ki aapko Rupee Loan App se aapko loan kitna mil jaata hai to aapko Rupee Loan App se personal loan maximum 50000 rupees tak ka mil jaata hai..

Rupee Loan App Se Loan Lene Par Kitna Interest Rate Pay Karna Hota Hai?

To abhi jaise ki hum log baat karte hai kucch important factors ki jo ki aapko loan lete waqt yaad rakhna chahiye aur iss baat ko hamesha mind mein rakhna chahiye jisme se jo pahla fact yah hai ki aapko loan mil gaya kafi sahi baat hai lekin ab main baat aati hai ki ab aap log loan le to liye aapko main ye yaad rakhan hai ki aapke dwara liye gaye loan ka byaz kitna jii haa jise hum log interest rate bhi kahte hai to agar baat kare ki aapko aapke dwara  liye gaye loan par kitna interest rate pay karna paega to sabse pahle aapki information ke liye mai bata doo ki job hi aap log loan loge uss loan ke saath jo aapka loan ka time period jise aap log loan duration kahte hai ek to uss par and the secondary ki aap log loan kitne amount ka le rahe hai fact ye karega to baat kare agar ki aap logo ke dwara jab aap log Rupee Loan App se loan lenge to aapko kitna byaz dena padega…

To aapke liye mai bata doo ki kyunki yaha par aapko maine personal loan ke bare mein bataya hai to personal loan lene par aapko yaha se maximum yearly basis par jo interest rate hai wo aapko 30% tak ka pay karna pad sakta hai..

Rupee Loan App Se Loan Aapko Kitne Dino Ke Liye Mil Jaata Hai?

To abhi hum log baat karenge ki jaise aap logo ne loan le liya hai Rupee Loan App se aur saath hi aap log jaante hai ki aapko iss loan ke hisab se aapko itne amount tak ka interest rate paty karna pad sakta hai to abhi in dono ke alawa baat karte huye jo main baat are hum log wo yah hai ki aap logo ne loan le liya hai Rupee Loan App se lekin ab aap logo ko doosra main baat yah pata hona bahut zyada zaroori hai ki aap logo ko jo loan mil raha hai wo aap logo ko kitne samay ke mil raha hoga kyunki aap log jaante hai ki yah ek main facts mein se ek hai to aapko mai bata doo ki sabhi loan platform ka loan ke type different hote hai isi wajah se aapko loan ka duration bhi loan ke types and loan ke amount ke according alag dekhne ko mil jaata hai lekin agar hum baat kare ki  Rupee Loan App se aapko loan kitne samay ke liye mil jaata hai..

To aapko mai bata doo ki Rupee Loan App se aapko 3 months se lekar ke 24 months tak ka loan amount ka duration ya deadline mil sakta hai..

Rupee Loan App Se Kon Kon Loan Le Sakta Hai?

To abhi hum baat karte hai ki just suppose maine  aapko Rupee Loan App ke bare mein sabhi details barabar de dii hai lekin yah baat bhi aapka jaana utna important hai jitna aapka yah jaanna hai ki aap log loan to le rahe hai lekin uss loan ko pane ke liye eligibility ya criteria kya wo sab hai to wo saari baatein mai aap logo ko batane wala hoon..

1.   Aar aap logo ko Rupee Loan App se loan chahiye to sabse pahli requirement iss chhij ki hai aapko yaha se loan lene ke liye ki aap ek Indian residential hone chahiye..

2.   Aur apni Indian residential ko proof karne ke liye apke paas wo sabhi required documents hone chahiye jisse aapke eKYC verification complete kee jaa sake..

3.   Iske alawa baaki ke additional documents ki like aap jo kaam karte hai yaani ki occupation verification usse related aapke paas sabhi documents hone chahiye..

4.   Agar aapko Rupee Loan App se loan lena hai to kam se kam aapki age 21 saal honi chahiye…

5.   Aur zyada se zyada 59 saal..

6.   Aapke paas aapka active bank account hona chahiye jisme aap apne Rupee Loan App ke through apply kiye gaye loan ko le sako..

Rupee Loan App Se Loan lene Ke Liye Documents:-

To abhi jaise maine aapko yah chij bata dee hai ki aap logo mein se jisko bhi Rupee Loan App se loan lena hai uski kya kya requirements hai jise aap logo ko fulfil karna hoga abhi mai aap logo ko yah batane waala hoon ki aap log jab Rupee Loan App se loan apply karne jaayenge to matter aapka yah karta hai ki aap log loan apply karte waqt konse required documents hai jise aapko upload karna hoga..

1.   To sabse pahle aapko jo pahle documents ki need hogi wo hogi aapki personal documents jisse aap logo ki eKYC verification ko complete kiya jaa sakega iske liye (Aadhar Card, Pan Card, Voter ID Card) de sakte hai..

2.   Iske alawa jo ab aapko next documents chahiye honge wo hoga aap logo ka residential verification jisse aap logo ka location identity ko check karenge iske liye (electricity bill, driving liscense ) de sakte hai..

3.   Ab next document mein jo aapko need hogi wo iski ki aapke paas jo kaam jai jo aapka occupation hai usse related aapko information deni hogi jiske liye aapko yah karna hai ki uss kaam se related documents like(FORM 16, Salary Slip) aap de sakte hai..

4.   Last mein aata hia aap logo ka active bank account iss bank account ki aapko picchle 6 months ki bank statement deni hogi ..

 

Rupee Loan App Se Loan Kaise Le / Rupee Loan App Se Loan Apply Kaise Kare?

To abhi mai aapko wo sabhi process batane waala hoon jise apply karke aap log jo hai wo loan le sakte hai yaani ki Rupee Loan App se loan apply kar sakte hai..

1.   Sabse pahle aapko karna yah hoga ki aapko apne phone ko on karke menu bar mein jaana hoga..

2.   Menu bar mein jaane ke baad aap logo ko google play store application par click karna hoga..

3.   Iske baad app mein jaane ke saath hi aap logo ko google play store app ke search bar mein Rupee Loan App type karke search kar dena hai..

4.   Iske baad application ko install kar lena hai..

5.   Rupee Loan App ko install karne ke baad aapko iss app ko open karna hai and open karne ke saath hi aap logo ko apne mobile numner se Rupee Loan App mein register kar lena hai..

6.   Then aapko isme sabhi basic details daal deni hai and aapko loan par click kar dena hai..

7.   Ab aapko apna loan amount and duration daal dena hai iske baad sabhi required documents upload kar dena hai..

8.   Iske baad aapko last mein ek eSign and selfie upload kar dena hai..

9.   Ab aapki application requesr review se pass hone ke baad aap logo ko jo loan hai wo aapke bank account mein in a 24 hours mil jaayega..

Kya Sikha?

To aaj humne sikha ki aap log kaise loan le sakte hai or loan kaise apply kar sakte hai to ismein humne jaana ki aap log online loan kaise loge or us online loan ko kaise apply kar sakte ho aur in depth mein jaakar dekhe to hum logo ne jaana ek app ki madad se aap log loan kaise le sakte ho uss app ka naam hai Rupee Loan App hai or Rupee Loan App se loan kaise le sakte hai saath hi Rupee Loan App se loan kaise apply kar sakte hai basically in saari baato ko hum logo ne jaana hai ..

Ummid hai mujhe ki aap logo ko yah post pasand aayi hogi, koi sawaal ho to comment mein pocche..

Dhanyavaad..

About AashishKummarr

Check Also

HDFC Bank Personal Loan Kaise Le? | HDFC Bank Personal Loan Kaise Apply Kare? | HDFC Personal Loan Apply

Hello friendsKaise hai aap sb aaj ke iss article mein mai aapko batane waali hoon …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

x