Namskar bhaiyo,
Ki halchal hai aap logo ke mai ummid akrta hoon ki aap log bahut acche bhale change honge khair aaj ke iss post ka aap logo ne title padh liya hai or title ke according aap samjh chuke hai ki hum log aaj baat kya karne waale hai lekin jaise kii aapko pata hai ki mai aapko kisi bhi chhij ke bare mein jo information hai wo mai aapko proper provide karwata hoon to bhale usmein jo humara content hai bhale wo bada ho jaaye lekin jo aapko information hai usko dene mein hum log kisi bhi prakar ki koi kasar nahi chhodte to aese mein aaj hum baat karne wale hai loan aur finance ke bare mein basically hum log loans ke bare mein hi baat karne waale hai kyunki aap log aaj ki yah post read karne aaye hai to aapko acche se pata hoga ki humara aaj ka yah
detailed post likhne ka matalb kya hai saf baat aaj ki iss date mein agar aap kisi bhi chij mai kahta hoon aap log kisi bhi product anything aap kisi ka bhi price tag dekhiye aapko samajh mein aa jaayegi ki aaj humara inflation rate kitna high ho chukan hai ek to sabse badi baat hi yahi ho chuki hai kabhi kucch cchij aapko complementary ya aese hi mil jaati thi wo aaj ki date mein logo ko purchase karke kharidna padta hai to aese mein musibat yah hai logo ki inflation jaha par itni rafter se badh raha hai wahi par logo ki jo salary hai wo kahi na kahi utni hi rah chuki hai ab aap logo ko ek cchij abde acche se samajh mein aa chuki hai ki koi middle class family wala vyakti apna guzara kis kadar kar paa raha hoga..
To agar hum do minute ke liye aese parivaar ki family condition ko na dekhakar sirf yah dekhen ki unka survival kis type se chaol raha hoga to khair wo bahut alag situation kabhi kisi aur post mein uske bare mein discussion karenge lekin mai aap logo ko aaj ki date mein isi se jude ek fact ko lear chijo ko describe karna chahta hoon ab jaise ki aap yah baat jaante hai ki jab same yahi middle class families kahi par kisi bhi type ka loan lene jaati hai specially ek hi cchij hai aur wo hai ki wo wo middle class log sabse pahle loan keliye pahla or important platform bank ko samajhta hai naa jaane kyun unhen lagta hai ki job hi humara loan ka sabse best place hone waala hai wo hoga humara bank aur agar by chance bank naa aapka loan reject kar diya use approved hi nahi kitya..
To log apni aashyen kho lete hai unhen lagta hai ki bass ab yah aakhiri sahara hai jabki reality bilkul iske ualt hai agar sirf mai aapko yah chhij batane lagoo ki agar aapko loan chahiye to aapke poore mahine sirf yah count karne mein jaa sakte hai ki itne sare options par itna sabkucch hone ke bawjood bhii log nahi le paate loan sabse pahle to unn sabhi platforms kea bare mein pahle to koi batata nahi hai or doosra ayh jo logo ke mind mein myth banker baithi rahti hai ki humare liye banks se accha koi platform nahi hai baaki unke liye financial sector jo hai wo sirf wealthy logo ko liye hai naa jaane ke liye kyun..
Aese mein sabse badi duvidha laogo ke liye yaha khai ho jaati hai ki bahut baar aesa hota hai ki middle clasas families mein loan ki jo need hoti hai wo suddenly hoti hai like bache ka admission type ya ghar mein jo bujurg hai wo bimar achanak pad chuke hai aese mein problem yaha par aakar yah khadi ho jaati hai ki ab unhen urgently paisa mile kaha se kyunki baat bhi yahi pad jaati hai ki kaha ghar mein kamane waala ek akela banda uski bhi jo salary hai wo mahine mein uske aakhiri mein aani hai to samasya yah ban jati hai ki kisi bhi tarike se agar wo apni ek mahine ki salary advance lene ki soch bhi le to utna enough nahi hota hai aap log yah baat acche se samjh sakte hai to ab baat aati hai ki kare kya kyunki banks wagerah ka scene sabko pata hai baaki bachi fir ek aakhiri sahara wo hota hai rishtedaro se urgent loan bass wahi lena pad jaata
hai to uss wakt to aapki samasya ka temporary solution to nikal aata hai lekin iske baad jo aata hai aapke upar ek bhari mooldhan ka bhari byaz usko chukate chukate logo ki kabhi poori zindgi bhi nikal jaati hai ab again sawaal aata hai ki bhyi kare kya to mai hoon naa aaj mai aapko isi baat ka aaj ek detailed solution dene waala hoon aur yah loan pane ka mai aapko ek aisa tarika batane waala hoon jise lene ke liya naa to aapko outside kahi jaane ki zaroorat hai aur naa hi kisi bhi type ke physical pareshani saara kaam aapka ghar baithe hi hone waala hai..
Aur jo hum jis tarike se aap log loan lene waale hai uss tarike ko aaj mai describe karoo to yah jo method mai batane waala hoon waise yah ek online tarika hain isliye maine kaha ki aap ka saara kaam gahr baithe hi hone waala hai to agar mai sabse pahle usss loan application ki baat karoo to uss loan application kaa naam hai GotoCash loan jii haa aaj ke iss post mein hum log GotoCash loan app ke bare mein hi janenge ki aap log GotoCash loan app se loan kaise le sakte hai aur isi ke andar hi kaafi hum log in depth baatein karne waale hai jaise ki maine yah baat upar kahi thi mai aapko detail mein samjhane waala hoon to aaj hum is post mein GotoCash app ke bare mein baat karenge aur jaanenge ki aap log GotoCash app se loan apply kaise kar sakte hai…
GotoCash Kya Hai?
Table of Contents
To mai aapko definitely yah bataunga ki aap log kaise GotoCash se loan le sakenge aur saath hi kaise aap log GotoCash app se laon apply kaise karenege hum bilkul iske bare mein bhi baat karenge lekin usse pahle hume yah jaana hai aur mujhe specially batana bhi hai ki aap jis platform se loan lene waale hai wo platform hai kaisa to sabse pahle hum log baat kare GotoCash ke bare mein…
GotoCash application ek loan application platform hai jii haa iss application ki khaas baat yah ek proper tor se online loan application aap log yaha se bahut hi aaram se loan le sakte hai or maze ki baat yah hai ki iske liye aapko kahi jaane ki zaroorat bhi nahi hai to ek chhota sa outro bata doo GotoCash ek loan providing online service platform hai iss application ko saal 2019 mein launch kiya gaya tha aur tabse lekar aaj tak mein iss application 10 lakh+ downloads aap log kah sakte hai ki yah application ne bahut kam wakt mein logo ka trust jeeta hai or jeete bhi kyun na yah GotoCash application bharat sarkar ke guidelines yaani ki RBI ke guideline and unke regulations mein kaam karti hai..
GotoCash App Aapko Kitna Loan Deti Hai?
To abhi mai aapko batane wala hoon ki yah GotoCash App aapko kitna loan deti hai to sabse pahle mai aapko ek baat clear kar doo ki agar aap log high loan amount ki expectation mein yaha par aaye hai to aap logo ke liye yah ek best place mere hisab se nahi ho sakta hai kyunki yah baat aap log bhi jaante hai ki high rate of loan amount aapko sirf or sirf banks wagerah ya fir bade financial platform se aapk o mil sakti hai iss application or baaki ke jo bhi application ho waha par aapko loan amount pane ki ek limit hoti hai jii haa ek limited loan amount hi aapko kisi bhi loan application se mil sakti hai jaha tak baat rahi hai application ki to jo aapko online sectors mein jo aapko loans milte hai wo bhi aapko loan dete to hai par mostly loan application ki jo loan amount hai wo types of laon ke hisab se fix rahti hai to ab..
Agar hum apne main application ki baat par aate hai yaani ki GotoCash App application ki to mai aapko bata doo ki yaha par bhi aapko ek maximum par limited hi aapko ek loan ka amount receive hota hai jii haa to ab hum agar baat kare ki GotoCash App mein aapko kitn aloan mil jaata hai to aapko mai bata doo ki yaha aapko kam se kam 10000 rupees se lekar 50000 tak ka loan aaram se mil jaata hai..
GotoCash App Instant Loan:- To abhi jaise ki hum upar baat kar rahe the ki aapko pata hai ki kisi bhi loan application ke kucch types hote hai jis types ke under mein hi wo aapko loan amount dete hai to ab agar baat kare GotoCash App ke pahle type of loan ki to mai aapko bata doo yaha par aapko instant loan mil jaata hai instant loan ki benefits ki baat karoo to yaha par jo aapko loan amount milt hai uski raashi aapko bhale kam milti hai lekin khaas baat yah hai ki jo loan amount hai wo iss types ke loan mein approved jaldi ho jaata hai aur intrest rate bhi nahi lagta to baat kare ki aapko GotoCash App se kitne rupees ka instant loan mil jaata hai..
GotoCash App se aapko 1000-10000 rupees tak ka aap logo ko instant loan mil jaaata hai…
GotoCash App Personal Loan:- So jo humara next types of loan hota hai GotoCash App mein agar hum iski baat kare to aapko mai bata dena chahta hoon ki yah application aapko isi types ke loan dene ke liye zyada renowned hai jjii haa to ab agar baat kare ki aapko GotoCash App se aapko kitne amount tak ka personal loan mil sakta hai to wo to mai aapko bata hi doonga lekin isse pahle mai aapko bata dena chahta hoon ki yaha par jo aapko iss types ke jo loan amount milte hai iss types ke loan amount mein aapko loans kik raashi jo hai wo aapko turant mil jaati hai baaki agar hum baat kare to personal loan milne ke baad aapko jo loan duration hai yaani ki deadlilne ye bhi aapko zyada time ke liye mmil jaati hai …
To baaki agar baat kare ki aapko kitne rupees ka personal loan GotoCash App se aapko mil sakta hai to yaha apr jo aapko jo personal loan ki raashi milti hai yah milti hai aapko 10000-50000 rupees tak ki jij haa..!!
GotoCash App Se Kitne Dino Ke Liye Loan Milta Hai?
To abhi mai aapko loan lete wakt sabse important kin baato ka aap logo ko dhyaan rakhna hota hai unn baato mein se kon si ek baat hai jo aapke liye bahut zyada zaroori hai wo mai aapko abhi batane waala hoon jo ki hai ki aap kisi bhi platform se jaakar loan apply karke loan lekar aa jaaye wo badi baat nahi ahi badi baat yah hoti hai ki aap jo loan lekar aaye hai uss loan par saari ki saari terms and condition ko aap log dhyaan se read karke aaye hai yaa nahi main baat yah hoti hai jinhi ek baato mein se ek baat yah hai ki aap log lene iktne samay ken liye lekar aye ho yah baat aur yahi same baat mai aapko isi GotoCash App ke bare mein bhi batane waala hooon kyunki yah baat aap log bhi jaante hai ki kisi bhi loan ko lene ke baad aapko wo loan wapis kab tak karna hota hai yah main hota hai..
To agar hum baat karte hai GotoCash App ki to yaha par aapko jo loan ahi agar aap instant loan ko le rahe ho to aapko duration kam milega jabki personal loan par kahi zyada duration aur wo aapka 62 days se lekar ke 240 days tak ka hoga baaki loan amount ke bhi hisab se extend ho sakta hai..
GotoCash App Se Loan Lene Par Interest Rate Kitna Dena Hoga?
To jaise ki maine yah baat upar bhi kahi thi ki kisi bhi loan amount ko lete wakt kucch ek aat do baat ko aap logo ko apne dimag mein rakhna hai jaise ki aap logo ko loan kitna mil raha hai iss loan par aapko kitna time mil raha hai aur iss loan par aap logo ko kitna interest rate pay karna hota hai same ab mai last chhij jo ki hai interest rate yahi batane waala hoon jisko aam bhasha mein byaz kaha jata hai to abhi mai aapko yah chhij explain karne waala hoon lekin usse pahle mai aapko ek baat bata doo ki jo aap loan lete ahi uska interest rate do chhijo par factor karta hai sabse pahla yah hai ki aapka loan ka type kaisa hai doosra yah ki aapka jo loan amount hai wo kitna hai to abhi mai agar iski baat karoo ki aapko agar instant loan aap jab lete ho uska interest rate kaafi kam hota hai bajay iske ki aap jab personal loan lete hai uska intrest rate kaafi zyada rahta hai..
GotoCash App ki baat kare to yaha par aapko maximum jo aapko yearly basis par jo interest rate pay karna hoga wo takriban hoga 37% ke hisab se ya iske under or zyada details ke liye aap GotoCash App ki website par jaa sakte hai..
GotoCash App Se Hi Loan Kyun Le?
To abhi mai aapko sabse pahle deeply yah baat clear karne waala hoon ki aap ko aakhir GotoCash App se hi loan kyun lena chahiye aese kon se factors hai to iske liye mai aapko yah baat point wise clear karn eki koshish karoonga…
1. Sabse pahla point yah hai GotoCash App se loan lene ka jo ki aap log bhi jaante hai aur aap ise plus point bhi kah sakte hai jo ki haa ki yaha se loan lena poora jo process hai woe k online process hai or jaise ki aap yah baat jaante hai aapko GotoCash App se loan lene ke liye kahi bhi bahar jaane ki koi zaroorat nahi hai..
2. Next point yah hai ki jab aap log GotoCash App se loan lenge to yaha par apka loan bahut hi jaldi approved ho jaata hai..
3. Next point yah hai GotoCash Appse loan lene ka aur wo yah hai ki yaha par aapo loan amount repayment karne ke bahut saare option mil jaate hai matlab abhut se methods…
4. GotoCash App se loan lene ke liye aapko kisi bhi type ka cibil score ya credit wo sab nahi dena padta ..
5. Bahut hi least documentation se yaha par aapko loan mil jaata hai
6. GotoCash App se loan lene par aapko bahut kam interest rate pay karna hota hai…
GotoCash App Se Loan Kon Kon Le Sakta Hai?
1. Yaha se loan lene ke liye sabse pahle aap Indian residential hone chahiye it means ki aap bharat ke niwasi hone chahiye..
2. GotoCash App se laon lene ke liye aapki kam se kam age 21 saal or zyada se zyada 56 saal honi chahiye..
3. Iss application se loan lene ke liye aapke paas aapki sabhi personal documents hone chahiye aur wo isliye kyunki usse aapki eKYC complete ki jaa sakegi..
4. Aapke paas koi na koi kaam zaroro hona chahiye kyunki yaha par aapki occupation verification bhi ki jaayegi…
GotoCash App Se Loan Apply Kaise Kare?
To abhi mai aapko poora ek detail process batane waala hoon jisse aap log GotoCash App se loan apply kar sakte hai wo bhi bahut hi aasani se step by steps..
1. Sabse pahle aapko apna phone lena hai or menu bar mien jaana hai waha jaane ke baad aapko google play store application par jaakar
2. GotoCash App ko sabse pahle search kar lena hai search result aane ke baad aapko GotoCash App ko apne phone mein install kar lena hai..
3. GotoCash App ko apne phone mwin successfully installed karne ke baad aapko ise open karna hai..
4. Open karne ke baad aapko sabse pahle yaha par apni language ko choose karna hai apni language select karne ke baad aapko ..
5. Apna mobile number dalna hai jisse aapko OTP receive ho aur GotoCash Appke official home page par aa jaayenge..
6. Then aapko sabse pahle apni basic details ko fill up kar dena hai..
7. Basic details fillmkarne ke baad aapke paas ek online generated ek form aayega apko use fill karna hai waha par aapse jo required documents maange aapkop submit kar dena hai..
8. Iske baad aapko apna loan amount and deadline daalna hai..
9. Then aapko apna khud ka ek electronic signature means ESign daalna hai and then one selfie upload kar deni hai..
10. Agar aapki request accept hui to aapko 24 hours ke andar loan mil jaayega..
GotoCash App Se Loan Lene Ke Liye Documentation :-
1. Aapko sabse pahle apna human identity verification complete karwana hoga jiske liye aapko apna (Aadhar Card, Pan Card) de sakte hai..
2. Then aapko apna residential proof dena hoga jiskle liye aapko ( E-Bill, Rent Aggreememnt) de sakte hai..
3. Next aapko apna occupation proof dena hoga jiske liye aap apna ( Form 16, Pay slip) de sakte hai..
4. Last mein aapko apna bank account ki details and 6 months ki bank account statement upload karni hogi..
Kya Sikha?
To dosto aaj humne sikha ki aap log online loan kaise le sakte hai it means ki aap log online loan kaise apply kar sakte hai sath hi isi baat ke in depth hum aagr jaaye to humne ek application ki baat ki jo ki hai GotoCash App se loan kaise le aur isi ke depth mein GotoCash App se loan apply kaise kare aur isi se related humne kucch baat kari..
Post pasand aayi ho to share kare koi sawaal ho to commet kare..
Dhanyavaad..