Punjab National Bank Education Loan Apply Online? | PNB Education Loan Apply Kaise Kare?

Hello friends,

Kaise ho aap log sabhi asha hai behartein honge apne apne kaamo main busy honge toh aaj ke article mein hum education loan ke baare me charcha karenge aur samjhenge ki hum education loan ke liye kaise apply kar sakte hai aur yeh loan aapko kitne saare fayde dega jiski hum charcha iss article ke madhyam se karenge…

Aaj ke time mein padhai jo ki sabke liye important hai toh wahi log padhai chhod chuke hai ya chhod rahe hai iske kaafi saare reasons hai par unn sab me se ek reason paise hai jo aapko nhi pata aksar log paiso ke wajah se bhi apni study poori nhi kar pata kyuki unke pass zayada toh kya thoda bahut bhi nhi hota ki jisse wo apni padhai thodi toh kar paye inn sabhi ke Karan se log piche reh jate hai jiske liye Punjab National Bank ek esa bank hai jiss kisi ko bhi higher education ya thodi bahut bhi study karni ho wo yaha se education loan le kar easily apni padhai poori kar sakta hai.

Punjab National Bank Education Loan kya Hai?

Yeh loan kewal aur kewal education ke liye diya jata jisse aap apni padhai poori kar sake aur Punjab National Bank baki banko ke tarah hii aapko saari information, facilities, services time par deta hai jise log asani se education loan le sakte hai.

Punjab National Bank Education Loan Benefits?

1.yaha loan ke wajah se hii log apni padhai poori kar pate hai.

2.Aap apni padhai ke baad aram se iss loan ko return kar sakte hai.

3.yaha aapko jo amount ka hisab hai wo kaafi behartein mil jata hai.

4.yeh bank aapko padhai ke liye poora sahyog deta hai loan ke through.

5.Isme aap logo par interest rate jo zayada nahi hota hai.

Punjab National Bank Education Loan Amount?

Yaha jab aapko apni padhai ko complete karne ke liye loan ki zarurat padti hai toh bank aapko 7.5 lakh tak ka amount jo hai provide karwati hai.

Punjab National Bank Education Loan Interest Rate?

Ab baat kar lete hai ki iske interest rate ki jo aapko iski tension ho rahi hogi ki aapko interest kitna dena padega toh yeh 8.85% tak ka interest rate hai jo ki bank ko dena hoga.

Punjab National Bank Education Loan Tenure Duration?

Punjab National Bank Education Loan ke time duration ko hum dekhe toh yeh hai 15 years tak ka time limit jo ki bank dwara decide kara hua hota hai.

Punjab National Bank Education Loan Processing Fee?

Waise toh processing fee jo hai 4 lakh se upper loan lene par lgta hai aur isme processing fee jo hai wo 5000 hai jo ki bank ko pay karna hota hai.

Punjab National Bank Education Loan Eligibility?

1.An indian national aap hone chahiye.

2.Secured admission to professional, technical courses in recognised institution.

3.Unko secured admission to a higher education course in recognised institution, indian or abroad, through entrance tests base par.

4.Isme aapki age jo hai minimum 18 honi chahiye.

5.Aur maximum age 35 honi chahiye taki education loan mil sake.

Punjab National Bank Education Loan Documentation?

Isme aapko jin jin documents dene ki need hoti hai wo hai…

1.Loan application on bank format ki honi chahiye.

2.Passport size photograph honi chahiye taki loan approval dene mein pareshani na ho.

3.Proof of address yeh loan lene ke liye aapki help karega.

4.Copy of Pan of student borrow yeh bhi aapke pass ho.

5.Proof of having cleared last qualifying examination ke proof aapke pass hona mandatory hai.

6.Proof of age iske proof ho taki documents poore kiye ja sake.

7.Prospectus of the course wherein charges like admission fee, examination fee,hostel charges etc yah sabhi mentioned ho.

8.Photocopy of passport & visa in case of study abroad.

Visit : https://www.pnbindia.in/education.html

Punjab National Bank Education Loan kaise Le? Punjab National Bank Education Loan kaise Apply kare?

Online Method:-

Yaha pahle toh aapko iske website par jana hoga.

Then uske baad loan ka page show hoga.

Jiske baad aapko usko open karna padega.

Click karte hi waha education loan ka form open ho jayega.

Then aapko waha pe apni details fill karni hai student hai toh parents ke id proof maange aur student ke.

Saari information ko sahi tarike se fill karna hai.

Fir fill karne ke baad recheck karna hai.

Then aapko waha pe submit ke option show hoga uspe click karna hai.

Fir aapka loan approval hoga.

Offline Method:-

Isme pahle aapko iske branch mein jana hoga.

Then waha ke employee se form lena hai education loan ke liye.

Fir aapko usko fill karna hai.

Uske aapko jo required documents hai usse form ke saath attached kar dena hai.

Aur aapko apne saath 2 passport size photograph le jaani hai.

Aur form pe aapko authentic signature karna hai.

Then aapka form check karke wo submit kar denge.

Fir aapka education loan approved hoga Punjab National Bank ke through.

Punjab National Bank Customer Support?

18001802222

18001032222

Conclusion?

So, dosto aaj ke article mein aap logo ne kaafi kuch jaana aur samjha ki aap log education loan ke liye kaise apply kar sakte hai aur uske fayde kitne saare hai jo ki aapka future bright karne mein madad karega.

I hope so ki aapko iss article se bahut kuch help mili hogi.

Aashish Kummarr

About Aashish Kummarr

Check Also

Canara Bank Current Account Opening? | Canara Bank Current Account Open Kaise Kare?

Namaskar sathiyao, Kaise hai aap sabhi log ummid karti hoon badiya honge toh aaj ke …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

x