Hiii dosto,
Kese hai aap sab Hope soo aap sabhi sahi salamat honge soo aaj hum kaafi common problem ko solve krne vale hai jo aap sabhi kahi na kahi phase krte hai jo education loan se related hai ji ha dosto aaj ki tarikh mai hum sabhi apne bacho ko education dene mai kahi na kahi asambhav se ho jata hai especially lower or middle class log jo apna normal expenses hi mushkil se fulfill kr paate hai to apne bacho ko educate krna to bahut dur ki baat hai..
To jese ki hum baat kr rhe hai bacho ko proper education dene ki jo ek middle class aadmi ke liye bahut tough hai ki paise kaha se laae issliye humare pass ek best solution hai jo hume ek sirf bank se milta hai education loan aaj ki date mai sabhi ko janna zaruri hai ki kese loan le taaki har vyakti apne bacho ko education easily provide kr sake to mai aapko bta du Kotak Mahindra bank aapko education loan deta hai jo na hi km rate pe deta hai balki kaafi easily accessible hai har vyakti ke liye taki wo apni aage ki padhai complete kar sake.
Kotak Mahindra Bank Education Loan kya Hai?
Table of Contents
Upper humne bhut si chijo ke baare mein jaana aur samjha aur kotak mahindra bank esa bank hai jo aap logo ko loan ke wo bhi educated karne mein madad karta hai jisse aap educated ho paye jisse aapka future bright ban sake.
Kotak Mahindra Bank Education Loan Benefits?
1.Isme aapko repayment jo kaafi badiya mil jata hai jisse loan ko jaldi dene ki tension na ho.
2. Yeh isliye provide kiya jata hai jisse sabhi log literate ban paye.
3.Isme zarurat nhi hai ki aap loan ko bich mein de aap after the study ke baad bhi return kar sakte hai.
4.Isme interest rate baki loan ke mukable kam hai.
5.yeh loan kewal education ko protsahan deta hai.
Kotak Mahindra Bank Education Loan Amount?
Isme aapko jo hai jisse aapki padhai poori aur continue chle jiske liye kotak Mahindra Bank deti
10 lakh tak ka amount provide karwati hai bina kisi preshani ke.
Kotak Mahindra Bank Education Loan Interest Rate?
Isme hum interest rate yaani ki Kotak Mahindra bank ke interest par baat kare toh yeh kuch prakar se di hui hai 11.5%-24% tak interest dena padta hai.
Kotak Mahindra Bank Education Loan Tenure Duration?
Kotak Mahindra Bank se education loan lene par aapko jo bank time deta loan return ka wo Maximum of 5-7 years tak ka.
Kotak Mahindra Bank Education Loan Processing Fee?
Ab baat karte hai kotak Mahindra bank mein jab aap education loan lete hai toh aapko jo uska processing fee deni padti hai wo hai isme no processing fee charge hai isme aapko koi fee deni nahi padti.
Kotak Mahindra Bank Education Loan Eligibility?
Isme eligibility criteria kuch ese hai…
1.There is no specific restriction regarding the age of student education loan lene ke liye kotak mahindra bank mein.
2.Students shall have secured the admission in India or abroad through an entrance test or through merit based selection process.
3.students kisi aur bank se loan liye na ho permanent bank se hii loan le.
4.parents or guardian should sign up as the co- applicant.
5.Aap indian residence hone chahiye.
Kotak Mahindra Bank Education Loan Documentation?
Isme aapko education loan apply karne ke liye kon konse documents ki need hogi toh…
1.Duly filled up and signed education loan application form along with photographs.
2.Kyc documents aapke pass hona zaruri hai.
3.proof of identity:-
Passport
Voter ID card
Driving license
Pan Card
Aadhar Card
Government department id card
4.Latest salary slip showing all deduction or form 16 along with recent salary certificate.
5.Proof of residence:-
Electricity bill
Latest mobile/ telephone bill
Existing house lease agreement
6.Bank statement or bank passbook of having entries of last 6 months.
7.Marksheet, pass certificate of S.S.C,H.S.C degree courses.
8.Guarantor form, copy of admission letter or the institute along with fees schedule.
Visit : https://www.kotak.com/en/personal-banking/loans/education-loan.html
Kotak Mahindra Bank Education Loan kaise Le?/
Kotak Mahindra Bank Education Loan kaise Apply kare?
Online Method:-
Isme aapko pahle toh education loan scheme ko choose karna hai.
Then download karna hai application form ko.
Website pe hii aapko “Apply Now” ke button par click karna hai.
Then aapko application form ko acche se fill karna hai.
Uske baad jo required documents hai usse attach karna hai.
Then submit par click karna hai.
Fir aapka form successful submit ho jayega.
Offline Method:-
Pahle aapko visit karna hai branch mein.
Then aapko education loan apply karne ke baare mein unse poochna hai.
Fir apply karne ka poora process batayenge aur form denge.
Usko aapko fill karna saare details ko.
Then jo bhi necessary documents attach karne ko bola hai usse karna hai.
Aur passport size photograph lekar jana hai nhi toh form mein lagana hai.
Apne signature ke saath submit kar dena hai.
Then aapke loan application form ko verify karenge.
Uske baad aapka form successful submit mana jayega.
Kotak Mahindra Bank Customer Support?
18602662666
Conclusion?
Toh dosto aaj ka article aap logo ke liye faydemand raha ho kyuki isme education loan ke poore process ko jaana aur aaj ke date mein education kitna important hai wo baat toh aap logo ko acche se pata hogi jiske liye kotak mahindra bank ke dwara aapko kam interest par loan provide kiya jata hai.
Ummid karti hoon aapko yeh article pasand aaya ho.
Aashish Kummarr