Namaskar dosto ,
Kaise hai aap sabhi log i hope aap sabhi behartein honge toh aaj ke article me aapko current account opening ke baare me batane wali hoon ki log jo business karna chahte ya unko profit earn karna ho current account kya whi log open karwate hai toh aaj hum ussi ke baare mein jaanenge…
Toh current account aapko mein bata doo ek business field mein vyakti kaam kar raha hai uske liye aapki madadgaar account mein se ek mana jata hai kyuki isme relate karta kewal aur kawal business ko aur aap jin logo business karna hai wo ye account open karwa kar apne business ko develop kar sakte hai aur saath hi usme paise invest karke paiso ko earn kar sakte jisse aap logo ko current kaafi help karta hai.
Kotak Mahindra Bank Current Account Kya Hai?
Table of Contents
Yeh account kewal aur kewal log business purpose ke liye hii open karwate hai taki unka ek business karne wala account particular ho jisse wo business ke transaction ko handle kar sake isliye bahut saare log current account ko zayada prefer karte hai.
Kotak Mahindra Bank Current Account Opening ke Benefits?
1.yeh account individual bhi open karwa sakte hai.
2.Isme aapko saari facilities provide ki jati hai.
3.Yaha aap higher number par daily jo business ke liye transaction kar sakte hai.
4.Aur isme aap free collection of funds through neft and rtgs kar sakte hai.
5.Free local and outstation cheque payment provided hoti hai.
Kotak Mahindra Bank Current Account Opening Eligibility?
1.Aapke pass business ka ownership hona chahiye.
2.Aapka business profitable hona chahiye.
3.Can be opened as a single or joint account.
4.Indian residency hone chahiye aap jo ki current account ke liye important hai.
5.Hindu undivided family se belong kare hue ho.
6. Sole proprietorship firm aapke pass hona chahiye.
Kotak Mahindra Bank Current Account Opening Documentation?
1.Cerificate, registration document issued by sales tax, service tax, professional tax authorities hone chahiye.
2.TAN allotment letter issued hone chahiye NSDL ke naam firm ke.
3.Cerificate, license of registration under any specific statute,act of the government ke ho.
4.Saath hii aapke pass utility bill such as electricity bill, water bill and landline telephone bill hone chahiye.
5.letter ho jo ki issued ho National population register mein.
6.partnership deeds ke paper ho.
7.Beneficial owner information & kyc documents ho.
8.Identity & Address proof of partners, authorised signatories:-
Passport
Driving license
Voter ID card
Aadhar card
Pan Card
Kotak Mahindra Bank Current Account Open kaise kare In Offline Mode?
Sabse pahle aapko iske branch mein visit karna hai.
Then aapko current account opening form ko lena hai.
Then usko fill karna hai aapko.
Aur apne saath ekyc documents aur kuch necessary documents bhi le jane hai.
Then aapko waha dono ko attached karna hai form aur documents ko.
Uske baad aapko waha sign jaha wo mangenge waha karna hai.
Then aapko form submit kar dena hai.
Uske baad aapka form process hoga.
Kotak Mahindra Bank Current Account Open kaise kare In Online Mode?
Yaha aapko pahle online hi current account ke option par tap karna hai.
Then page show hone ke baad usme rules and regulations ko padhna hai aur kya kaise fill karna hai use dekh kar.
Fir aapko jo hai form ko fill karna hai.
Then submit ekyc documents ko karna hai online me.
Aur bhi jo necessary details ya documents hai unhe bhejna hai.
Uske baad form ko recheck karna hai.
Then tab jaake aapka form submit hoga aur approved bhi.
Kotak Mahindra Bank Current Account Opening GST Needed?
Toh waise toh isme GST ki zarurat padti hai agar aapke pass nhi hai toh yeh kar sakte hai ki business par GST applicable hai toh daal sakte hai warna koi zarurat nahi hai.
Kotak Mahindra Bank Current Account Minimum Balance Management?
Toh isme aapko kitna jo hai balance
management karne ki need hoti hai wo hai 50,000/- tak aapko current account mein balance ko manage karna padega.
Kotak Mahindra Bank Current Account Opening Charges & Fee?
Kotak Mahindra bank current account mein aapko jo hai weekly mein physical tarike se 300 per quarter hoga.
Kotak Mahindra Bank Current Account Passbook provide karwata Hai?
Hann baki banko ke tarah hii isme aapko jo hai aapko Passbook provide kiya jata hai current account opening ke baad.
Kotak Mahindra Bank Current Account ATM Card Milta Hai?
Hann Kotak Mahindra Bank mein current account open karwane ke baad aapko ATM Card Milta hai taki paiso ki lenden acche se kar paye.
Kotak Mahindra Bank Saving Account ko Current Account Mein Convert kar Sakte Hai?
As per the rule of RBI hum saving account ko current account mein convert bilkul bhi nahi karwa sakte.
Conclusion?
So,iss article mein humne current account opening ke baare mein poora samjha jisse business karne wale vyakti badi asani se transaction easily kar sake aur jiske liye aapke pass kon konse documents hone ki zarurat padegi wo humne dekha iss article mein.
I hope so ki aapko yeh article pasand aaya hoga.
Aashish Kummarr