Canara Bank Education Loan Apply Kaise Kare? | Canara Bank Education Loan 2023

Namaskar sathiyao,

Kaise hai aap sabhi log ummid karti hu badiya honge toh aaj ke article jo hai aapko education loan ke baare mein batane wale hai ki education loan ki importance kya hai aur iske kitne saare fayde hai aur iske baare main poore brief se jaanenge..

Toh education ki baat kare toh aaj ki date mein education lena mushkil hota ja raha wo kaise mai aapko batati hu kyuki bina paiso ke kai log education karte nahi hai ya karte bhi hai toh bich mein chhod dete hai waise kai reason hote hai apni studies ko poora karne ke lekin unme se ek reason sabse bada jo hota hai wo hai paise ki wo kisse aur kaha se laye taki wo bhi higher education ya koi course kar sake lekin mai aapko bata doo canara bank se aap log apni education ke liye yaha se easily loan le sakte hai..

Canara Bank Education Loan kya Hai?

Yeh loan aap logo ko education loan dilwa kar aapki padhai mein poora protsahan deta hai aur kaafi help bhi karta hai jisse ki aap loan ke through apni padhai continues kar sake jisse aapki padhai mein help mil sake isliye canara bank aapko education loan ke through help karta hai.

Canara Bank Education Loan Benefits?

1.Iss loan mein aapko tax benefit milta hai jisme baki loan mein dena padta hai lekin education loan me nhi.

2.Isme aapko bada fayda jo hai isme hai lower interest rate milta hai.

3.Isme aur aapko no need to liquidate valuable assets hota hai.

4.Aur saath hii liberating your parents from loan burden.

5.Isme aapko amount jo hai kaafi accha khasa mil jata jisse aapki padhai mein help mil sake.

Canara Bank Education Loan Amount?

Ab baat karte hai ki aapko canara bank se kitna amount aapki padhai ke liye diya hai toh amount aapko kaafi accha khasa diya jata hai 7.5 lakh ka amount aur usse zayada provide karwai jati hai.

Canara Bank Education Loan Interest Rate?

Isme interest rate ki baat kare ki kitna aur kya hoga jisse jo hai aap pe burden kam ho toh isme interest rate jo hai 10.65%-11.10% hai jisse aapko bank ko pay karna hai.

Canara Bank Education Loan Tenure Duration?

Isme aapko jo time limit milta hai wo hai 15 years excluding the moratorium period tak ka time diya jata hai jo ki aap logo ke liye asan rahe loan ko return karne ke liye.

Canara Bank Education Loan Processing Fee?

Aage hum processing fee ko dekhe toh isme jo processing fee batayi gayi hai wo hai 0.50% hai canara bank ki processing fee.

Canara Bank Education Loan Eligibility?

1.Course which lead to undergraduate,post graduation,phd,post graduation diploma etc are eligible in education loan.

2.Education loan scheme for abroad studies from select top ranking universities.

3.Indian National hone chahiye jo iss loan ki important eligibility criteria hai.

4.Isme age aapki minimum 18 years tak ho.

5.Aur maximum age 35 honi chahiye.

Canara Bank Education Loan Documentation?

Isme aapke pass kon konse documents hone chahiye…

1.duly filled application form karna hai pahle.

2.passport-size photograph honi chahiye.

3.ldentity proof like voter id, aadhar card, driving license, passport, permanent account number (PAN) etc.

4.Address proof aapke pass hona chahiye.

5.Date of birth ke proof hona mandatory hai taki documents poore hone mein madad mil sake.

6.Marksheet hona chahiye wo bhi 10 aur 12 ki aur saath hi graduation ki bhi.

7.Aapke aur parents ke bhi proof chahiye honge jaise aadhar card, passport size photo etc.

8.Admission letter or call letter from the institute.

Visit : https://canarabank.com/User_page.aspx?othlink=391

Canara Bank Education Loan kaise Le?/Canara Bank Education Loan kaise Apply kare?

Online Method:-

Pahle aapko iske official website par visit karna hai.

Then scroll karna hai webpage screen ko aur find the option to borrow

Aapko education loan ke option par jana hai.

Fir register karna hai apna email address and phone number ko.

Then aapko form mein jo details fill karne ko bola hai usse acche se karna hai.

Fir aapko apne documents attach karne ko bolenge toh usse online submit kar dena hai.

Then aapko submit option par click karna hai.

Then aapko fill karne ke baad message aa jayega successful submit ho jane ka.

Fir aapka loan ka process aage badhega.

Canara Bank Customer Support?

18001030

Conclusion?

So aaj ke article mein maine aapko education loan ke baare mein bataya ki kaise jo education loan aapki padhai mein help karta wo bhi canara bank ke through provide kiya jata jo ki isme aapko interest rate kam milta hai aur iske bahut se fayde aapne iss article mein dekh hi liya hoga .

Asha hai aapko yeh article samajh aaya ho.

Aashish Kummarr

About Aashish Kummarr

Check Also

HDFC Bank Mudra Loan Kaise Le? | HDFC Bank PMMY Loan Apply Online? | HDFC Bank e-Mudra Loan?

Hello friends, So,kaise ho aap sabhi log ummid karti hoon acche bhale honge toh aaj …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

x