Hello Bhaiyo,
Kaise hai aap sabhi log jaise ki aapko pata hai ki aaj ki taarikh mein zydatar log jobs kar rahe hai lekin jobs karne wale log jab unki kisi reason ki wajah se job chali jaati hai tab wo log self dependent ya self employed banne ka try karte hai aur jo bhi log business karte hai ya kisi bhi tarike se business entity se connected rahte hai to aese mein usse financial case mein jis account ko bank mein operated kiya jaata hai to use kahte hai current account kahte hai aur aaj ke iss article mein aap janoge ki bandhan bank mein aap log apna current account kaise open kar sakte hai..!!!
Bandhan Bank Current Account Kya Hai?
Table of Contents
To jaise ki aap logo ne jana abhi intro mein ki business entity se connected jo bhi mode of operation jo zyadar paise ki lenden ke liye specially business purposes ke use mein aane wale banks ke according account mein jo account hota hai use current account kahte hai aur aaj ke iss article mein bandhan bank mein current kaise open kar sakte hai..!!
Bandhan Bank Current Account Benefit?
1.Atm se aap apne withdrawal kar sakte ho kitne bhi paise ko expected ki wo utna amount aapke bank mein hona chahiye agar aap other branch se withdraw karte hai to aapko kuch limitations face karna padta hai nahi to home branch se nhi mil sakta .
2.Isme aapko jo hai Deposit unlimited jisse aap money ko manage acche se kar sakte hai.
3.DD(Demand draft) isme aapko iska fayda milta hai.
4.Free cheque book jo ki kisi bhi account open karwane ke baad aapko help karti hai jiska use aap time ke according karte hai.
5.Neft free service yeh bank ka important hissa jisse aapko benefit ho aur uski facilities provide ki jati hai.
Bandhan Bank Current Account Opening Eligibility?
1.Aap ke paas Sole proprietorship honi chahiye .
2.Business firm yeh aapke pass hona chahiye.
3.Agar aapko bandhan bank mein business operation karne ke liye current account opening karna hai to aap ek Individual company own karte hone chahiye..
4.koi bhi vyakti kisi na kisi Clubs ya association se attach hai toh wo bhi apply kar sakta hai.
5.Society se jude hai wo log iss account ko open karwane ke liye eligible hai.
6.NGOs yeh bhi loan lene ke liye important hota hai.
7.Partnership firm se aap joined ho.
8.Industrial group ke baare me knowledge aur usse jude hue ho.
Bandhan Bank Current Account Opening Documentation?
Identity proof of the karta:-
Pan card
Aadhar Card
Driving license
Voter ID card
Address proof of the karta:-
Utility bill
Property tax bill
Telephone bill
Valid passport
Duly signed HUF letter by karta and all parceners hone chahiye.
Passport size photograph mandatory hai document ko poora karne ke liye.
Sales and income tax returns ke documents ho aapke pass.
ID proof of the person holding POA ke documents ho.
Partnership registration certificate ho taki documents poore kiye ja sake.
Bandhan Bank Current Account Open kaise kare In Offline Mode?
Pahle aapko bandhan bank ke nearest branch mein visit karna hai.
Fir aapko current account opening form ko fill karna hai.
Then form ko aur jo bhi usme aapse maange hai document usko attached karna hai.
Aur passport size photograph aur authentic signature hone chahiye.
Then aapka form successful process ho jayega.
Bandhan Bank Current Account Open kaise kare In Online Mode?
Sabse pahle aapko check karna hoga current account mein eligibility criteria ko.
Then download the account opening form from the bank website se.
Fir fill karna hai opening form ko with relevant and necessary details ko.
Then collect the list of documents jo ki bank mein zarurat hai.
Aur check karke submit karna hai.
Then form successful submit ho jayega.
Bandhan Bank Current Account Opening GST Needed?
Waise toh business karne ke liye GST ki need hoti hai lekin aapke pass nhi hai toh koi preshani ki baat nhi hai aap abhi ke eKYC documents se bhi current account open karwa sakte hai.
Bandhan Bank Current Account Minimum Balance Management?
Baat kare ki bandhan bank mein aap kitna minimum balance management kar sakte hai toh aap isme 5000 tak ka amount manage karna padta hai.
Bandhan Bank Current Account Opening Charges & fees?
Ab dekhte hai ki bandhan bank current account ke charges jo hai kitne hai toh yeh hai 10,000 rupees maintanence charge hai aur na maintanence karne par 750 rupee dene hote hai.
Bandhan Bank Current Account passbook provide karwata Hai?
Hnn jaise ki aap koi sa bhi account open karwate hai toh aapko passbook diya jata hai same isme bhi aapko passbook provide karwa diya jata hai.
Bandhan Bank Current Account ATM Card Milta Hai?
Yes,jaise ki saving account ya uske alawa koi bhi account open karwane ke baad aapko debit card yaani ATM Card provide karwaya jata hai isme bhi aapko ATM Card Milta hai.
Bandhan Bank Saving Account ko Current Account Mein Convert kar Sakte Hai?
No, hum saving account ko current account mein convert nahi kar sakte kyuki ye bank ke rules and regulations hai ki aap koi account ko current account mein convert nahi kar sakte.
Conclusion?
Toh dosto aaj ke article mein aapko maine bataya ki kis tarike se aap logo ke bandhan bank jaha aap apne business ko shuru ya uske liye paise ko manage karne mein help karegi aur isme aapko apna current account open karwane se hoga jiske itne saare fayde humne dekhe.
I hope so ki aapko yeh article mein saari baatein clear hui ho.
Aashish Kummarr