Namaskar dosto,
Kaise ho aap sabhi log ummid karti hu acche bhale honge toh aaj article mein hum baat karne ja rahe hai ki Current Account kis type ka account hai aur aap ke liye kis tarike se kaam karta hai toh aapko mein yeh bata doo ki yeh ek business purpose ke liye hi account open karwa sakte hai jo ki business field se juda ho.
Jese aaj ki date mai har koi paiso ke peeche bhagta hai ki vo apni needs puri kar sake iss ke liye har vyakti ek essa kaam krna chahte hai jaha vo achi earning kr sake but hr koi nhi kar pata log normal salaried jobs hi kar paa rhe hai vhi kahi log esse bhi hai jo business krna chahte hai to jo log apne business ke liye account khulvaye hau unke liye current account sbse best hi aur jaha tk mai aapko bta du current account mostly business people hi khulvate hai taaki business log isse easily transaction kr sake aur ye aap easily handle kr sakte hai.
Union Bank of India Current Account kya Hai?
Table of Contents
Union Bank of India Current Account wo account hai jaha se aap kisi bhi type ke business shuru kar sakte hai aur basically current account business karne wala person hii khol sakta hai jaha ki wo chota bada business start kar paye wo vyakti union Bank of India mein current account open karwa sakta hai.
Union Bank of India Current Account Opening ke Benefits?
1.pahle toh yeh ki aap iss account ko kisi bhi type ke business karne ke liye use kar sakte hai.
2.issi mein hii aap jaise ki aap log more amount of cheque,dd, withdraw kar sakte hai.
3.Jaise ki baki banko ya account mein zayada features dekhne ko milte hai same current me bhi aapko alag feature milte hai.
4.Yaha aap unlimited transaction bini kisi pareshani ke kar sakte hai.
5. Jo bhi vyakti business kar raha hai wo other countries ke saath export import kar sakta hai.
Union Bank of India Current Account Opening Eligibility?
Toh aage hum union bank of India current account opening ke baare mein baat kre toh yeh hone chahiye…
1.India ki citizenship honi chahiye.
2.limited companies ke poore paper hone chahiye.
3.Clubs Societies ye need hoti hai.
4.Sole proprietary concern hone chahiye.
5.Partnership firms ye bhi ho.
6.Aapko current account open krne ke liye aapke pass sabhi documents hone chahiye.
Union Bank of India Current Account Opening Documentation?
1.proof of identity ke liye aapke pass pan card, voter id card, passport, driving license etc.
2.proof of address ke tor pe telephone bill or electricity bill hone chahiye.
3.Aur passport size photograph of all the authorised signatories.
4.Existing bank statement from the current banker for a minimum period of 6months.
5. Photograph of account holders 2 copies honi chahiye.
6.Attach proof to identify and proof of address of the main partners and person holding the PoA apart from the above.
7.Certificate of incorporation ki honi chahiye.
8.Aur saath attach proof of the name of the company krni hai.
Union Bank of India Current Account Open kaise kare Online Mode?
Pahle aapko union bank of india ke website par jana hai.
Uske baad current account opening form ko download karna hai.
Fir current account opening form ko acche se fill karna hai.
Saath hi apne documents aur form ko attach kar dena hai.
Fir form ko submit kr dena hai.
Union Bank of India Current Account Open kaise kare Offline Mode?
Pahle toh aapko union Bank of India ke nearest branch mein jana hai.
Fir current account opening ke liye waha ke employee se form borrow karna hai.
Fir apni personal and professional details fill karni hai.
Aur saath hi jo bhi required documents hai usse form ke saath attached kar dena hai.
Then aapko nearest branch me jakar form submit kar dena hai.
Uske baad aapka form successful submit ho jayega.
Union Bank of India Current Account Opening GST Needed?
Union Bank of India current account opening ke liye GST ki jarurat padati hai ki nhi toh isme business par GST applicable hai toh de sakte hai warna iski koi jarurat nahi hai.
Union Bank of India Current Account Account Minimum Balance Management?
Isme hum baat kre ki kitna aapko apne paiso ko union bank of india mein aap agar account open karte hai toh kitne 1 lakh rupee aapko balance management karna padega.
Union Bank of India Current Account Opening Charges &Fees?
Agar hum fee aur charges ki baat kre toh isme aapko jab aap fee sahi dhang se maintain nahi kr pate hai toh aapko jo hai charges 10000 dena padega.
Union Bank of India Current Account passbook provide karwata Hai?
Union Bank of India Current Account ke passbook ki baat kare toh yeh aapko jaise koi bhi account open krte hai toh passbook provide karwaya jata hai waise hii current account open krwane ke baad yaha bhi aapko passbook provide karwaya jata hai.
Visit :- https://www.unionbankofindia.co.in/english/personal-regular-current.aspx
Union Bank of India Current Account ATM Card Milta Hai?
Debit Card jisse hum ATM card bhi bolte hai ye bhi aapko current account open karwane ke baad provide kiya jata hai union bank of India mein.
Union Bank of India Saving Account ko Current Account Mein Convert kar sakte Hai?
Nahi saving account ko current account mein convert nahi kra sakte hai lekin naya account khulwa sakte hai usi bank mein.
Conclusion?
Toh aapne samjha ki union bank of india me aap log jo kewal business purpose ke liye current account open krwate hai toh usme aap kaise aur kis tarike se iss account ko maintain kr sakte hai aur kis prakar apply kar sakte hai.
I hope so ki aapko yeh article pasand aaya ho.
Aashish Kummarr