Hello guy’s
I hope so ki aap acche bhale honge toh aaj main aapko Pradhan Mantri Mudra yojna Loan jo ki kya hai iske kya fayde hai aur yeh konsi schmes hai jisse aapko fayda hoga toh yeh jo ki naam se pata chal raha hai ki government ki scheme hai aur jisse aap kisi bhi type ke business ko operate kar sakte hai aur apne tarike se koi bhi business shuru kar sakte hai…
Kisi bhi business ko chalane ke liye humare paas kin kin baaton ka dhyan rakhna padta hai ek toh yeh ki aapke paas business operate karne ke liye ideas aur funding ka dhyan rakhna padta hai ki kaha se kaise milega jis ke base par hum koi bhi business shuru kar sakte hai plus business karne ke liye humhare pass zaruri hai ki ideas bhi honi chahiye jisse business shuru karne mein kaafi help ho sake bina funding aur ideas ke business operate nahi kiya ja sakta aur aapko Pradhan Mantri Mudra yojna aapko loan easily dila dete hai.
Canara Bank Pradhan Mantri Mudra yojna kya Hai?
Table of Contents
Canara Bank Pradhan Mantri Mudra yojna yeh jo ki government dwara nikali gyi schmes hai jaha aapko kisi bhi type ka business karna ho wo easily canara bank ki help se business startup kar sakta hai Canara Bank aap logo ki pmmy ke tehat aapko loan dilwati hai jisse aap business shuru acche se aur usse joint ho sake.
Canara Bank Pradhan Mantri Mudra yojna ke kya Benefits Hai?
Iske kuch benefits hai jaise ki…
1.Pahle toh yeh iss schmes ke laabh har koi vyakti utha sakta hai.
2.Dusra yeh ki aapko business ke liye jitna amount chahiye wo aapko iss schmes ke tehat aapko diya jata hai.
3.Isme interest rate jo hai aap logo par zayada nhi lagaya jata.
4.Iss loan lene lene ke agar aap koi problem create ho rahi ho toh aap waha ke employee se ya manager se baat karke solve ho jayega.
5.Isme aapko loan return karne ka time kaafi accha khasa diya jata hai jisse aap loan ko asani se return kar paye.
Canara Bank Pradhan Mantri Mudra yojna se kitne Amount Tak ka Amount paa sakte Hai?
Canara Bank Pradhan Mantri Mudra yojna se aap log kisi bhi type ka business karna chahte hai toh aapko bank 10 lakh ka amount provide karwati hai.
Canara Bank Pradhan Mantri Mudra yojna ka Interest Kitna pay karna padta Hai?
Iska interest rate ki baat kare toh isme jo interest hai usko aur aapko loan lene ke baad jitna dena padta hai wo hai 8.05% tak ka hai.
Canara Bank Pradhan Mantri Mudra yojna Tenure Timing?
Canara Bank se loan lene par aapko bank jitna time deta hai wo aapko maximum of 5 to 7 years tak ka time loan ko return karne ke liye deta hai.
Canara Bank Pradhan Mantri Mudra yojna Eligibility?
Aage hum eligibility ke baare mein dekhte hai pradhan mantri Mudra yojna Loan lene ke liye…
1.Aap pe kisi bhi prakar ka criminal record na ho.
2.Aur saath hii aapka financial status kaafi strong hona chahiye.
3.Aapke paas India ki citizenship honi chahiye.
4.Aur saath hi jo vyakti business kar raha hai bhale uska koi bada business ya company na ho ya uske alawa ye service ya trading mein hai toh bhi le sakta hai.
5.Aur wo business enterprise se jude hue ho.
6.Proprietor must be between ages of 25 to 55 honi chahiye.
Canara Bank Pradhan Mantri Mudra yojna Documentation?
Canara Bank Pradhan Mantri Mudra yojna loan lene ke liye aapke pass konse documents ki need hoti hai toh yeh hai…
1.ekyc documents jo ki jisme aapke pass aadhar card, pan card,voter id card,driving license, passport yeh sabhi basic documents aapke pass hona chahiye.
2.Residence proof ke liye electricity bill, telephone bill,water bill,hona zaruri hai taki documents ko fulfill Kiya ja sake.
3.Aur saath hi udyam registration certificate aapke pass hona chahiye.
4.Aur bank statement hona mandatory hai taki documents ko poora kiya ja sake.
5.Then proof of continuity of business ke hone chahiye.
6.Ownership proof of residence ke hona zaruri hai.
7.Valid photo identity proof jo ki kisi bhi loan mein zarurat padti hai.
8.proof of income latest ITR financial docs of income hona chahiye.
Canara Bank Pradhan Mantri Mudra yojna Contact Helpline Number?
18001030
Canara Bank Pradhan Mantri Mudra yojna Loan kaise Apply kare..
SHISHU YOJNA
Visit : https://canarabank.com/User_page.aspx?othlink=403
Isme pahle aapko Pradhan Mantri Mudra yojna ke loan section par jana hai.
Aur fir mudra loan ke link par click karna hai.
Uske baad Pradhan Mantri Mudra ke loan form ko fill karna hai.
Then waha ke employee aapke form ko check karenge aur aage ka process poora hoga.
Fir form successful submit mana jayega.
Visit : https://canarabank.com/User_page.aspx?othlink=482
TARUN YOJNA & KISHOR YOJNA
Isme bhi same process hai aur aapko isme pahle toh Pradhan Mantri Mudra yojna Loan ke section pe jana hai.
Then mudra loan ke link par click karna hai.
Fir aapko tarun yojna aur kishor yojna pe click karna hai.
Aur uske baad form ko acche se fill karna hai.
Then form ko dekh aur check karke aapka form submit hoga.
Then form successful submit ho jayega.
Visit : https://www.jansamarth.in/home
Kya Canara Bank of India ke alawa sabhi banks Pradhan Mantri Mudra yojna provide karwate hai?
Yes sabhi banks jo ki loan yaani ki Pradhan Mantri Mudra yojna Loan ko aapko provide karwane mein madad karti hai.
Kya sabhi loan collateral free loans mein aate hai yaa nahi?
No, lekin Pradhan Mantri Mudra mein aapko collateral free services provide karwai jati hai.
Conclusion?
Aaj ke article mein maine aapko canara bank Pradhan mantri mudra yojna loan lene ka poora process maine aapko iss article ke madhyam se samjhaya hai jiise aap business karne ke liye loan easily le sakte hai.
I hope ki aapko yeh article pasand aaya ho.
Aashish Kummarr