PaySense App Se Loan Kaise Le : PaySense App Se Loan Kaise Apply Kare | PaySense App Se Instant Personal Loan Kaise Le : PaySense App Se Instant Personal Loan Kaise Apply Kare

Hii dosto,

Kaise hai aap sabhi log mujhe ummid hai kiap log bahut khush honge aur bhale change honge aaj ki yah post aap logo ke liye bahut khaas hone waali hai aur wo kisliye hone waali hai iss sawaal ka jawaab aapko aaj ki iss post mein bilkul dekhne ko mil jaayega aur aap log kah sakte hai ki aaj ek iss post ki help se aapke kitne bade samasya ka samaadhan aapko milne wala hai lekin haa aaj ki yah post mai aap logo ke liye likh raha hoon specially or khas tor middle class families waalo ke liye jaise ki aap log yah baat jaante hai ki aaj ki taarikh mein logo ke paas kaam hai to log kaam kar ke kama bhi rahe hai lekin mai aap logo ko bata doo ki uss kaam se logo ka kewal yaani ki sirf or sirf ghar hi chal raha hai aur iska main kaaaran kahi na kahi hai yah hai ki logo ke paas kaam wahi hai lekin humare desh mein jis raftaar se inflation rate badh raha hai uski ek akeli ki rafter itni tez hai ki log kaam to kar rahe hai lekin unke poore kaam ka akela yah sirf mehangai khaa jaati hai uske baad logo ke paas bachta hai sirf sirf apne daily ke kharche poore karne or wo bhi itne short mein kharch karna padta hai ki logo ke paas or koi choice hai hi nahi..

Ab iss chhij ke alawa log sochte hai ki log kahi na kahi se loan lekar apne kaam ko better kar sakte hai uske baad wo income generate karke wo loan ko chuka denge or ek had tak logo ki yah baat galat nahi hai ki wo loan lekar kaam kare lekin yaha par bhi problem iss chhij ki aa ja rahi hai ki unke paas specially middle class families waalo ke paas loan ki proper jaankari nahi hai ab aap log kahenge yah kya baat hui mujhe detail mein pata hai ki hume loan kaha se lena chahiye kuchh samay ke liye mai aapki baat se agree bhi kar jaata lekin jo fact hai so hai aur iss baat ka main proof yah hai ki aap logo ne hamesha dekha hoga ki koi bhi wealthy people jo ki loan leta hai aapke dimag mein kabhi yah baat nahi aati hai use koi loan kyun deta hai aur zaroori nahi hai ki jaha se aap log dekh sake ki wo sirf ek akeli jagah se loan leta ho nahi aesa bilkul nahi hai aur wo isliye kyunki koi bhi wealthy people jab koi loan leta hai itni jagah se loan leta hai ki aap soch bhi nahi sakte uske paas loan lene ke itne saare saadhan hote hai ki poochiye mat haalanki loan lena ka same saadhan aapke paas bhi wahi rahta hai jo unke paas rahta hai lekin problem pata hai kya hai problem yah hai ki unhen uss method us loans ke bare mein acche se knowledge hoti hai lekin aapko nahi isliye bahut baar aesa hota hai ki aap log loan to le lete hai lekin aap log aese sectors se loan nahi lete hai jaha par aapko aapka loan lena aasan pade aur uss loan ke andar bhi jitney fundamentals hai wo bhi aapko aasan pade lekin aesa hota nahi hai aur isliye nahi hota kyunki..

Sabse pahle aap sabhi logo ko lagta hai ki hum jaise logo ke liye loan lene ke liye kucch hi saadhan hai jaise ki banks ya to relatives agar bank ne loan de diya to thik aur agar nahi diya to koi baat hi nahi hai relatives se to loan le hi sakte hai aur mai sahi batata hoon sirf yahi cchhij jo hai aap galat kar dete hai haalanki yah galat nahi hai ki aap bank se loan naa le lekin bank ke alawa jo aapke paas secondary option hai wo galat hai aur yah baat mai kis basis par kah raha hoon ki aap log iss baat ka andaza bhi nahi laga sakte ki jo loan amount aap log apne relatives se lete hai uss loan amount par aapko kitna byaz pay karna padta hai yah baat pata hia aap logo ko to mai aap logo ko bata dena chahta hoon ki jitna loan aap log whaa se lekar uska loan byaz pay karte hai naa utne mai aap log banks se double loan lekar utna byaz pay kar sakte hai …

And mujhe lagta hai ki aap mein se bahut se logo ko yah baat almost pata hai aur kahi na kahi unke iss baat ka jawab yah hota hoga ki loans ke liye to wo log bhi bank mein approval daalte hai lekin koi naa koi kaaran ki wajah se unka loan reject kar diya jaata hai and ek moment aesa aa jaata hai logo ke paas ki unke paas mzboori ban jaati hai kaam karne ki to koi baat nahi a bap logo ko iss baat ki tension lene ki koi bhi need nahi hai aur wo isliye kyunki aaj ki iss post ke andar hum log same yahi baat karne waale hai ki aap log kaise loan le sakte hai aur sabse kamaal baat yah hone waali hai ki jo mai aapko tarika batane waala hoon yah ek aesa tarika hone waala hai ki aap logo ko kahi bahar jaane ki koi need nahi hone waali aapka laon apply implementation ka jo work hai poora aapka baithe baithe compete hoga..

To aage badhne se pahle mai aap logo ko bata dena chahta hoo ki jis loan lene ke tarike ke bare mein hum log baat kar rahe hai wo poora method online hone waala hai jii haa wo poora method aapka online hone waala hai aur hum aapko ek application hai jiska naam hai paysense jii haa aaj ki post ke maadhyam se hum aapko batayenge ki kaise aap log paysense ke maadhyam se loan le sakte hai aur isi ka mai aapko ek overview dena chahoonga ki jaise ki aap log aaj ki iss post mein jaane waale hai ki paysense app se loan kaise le saath hi paysense app se loan apply kaise kare aur bhi bahut si jaankari hum log aaj ki iss blog post ke maadhyam se discuss karne wale hai aap logo se nivedan hai ki aap log is post ko pora end tak read kare…

Read Also :- CashInYou Loan App Se Loan Kaise Le | CashInYou Loan App Se Loan Kaise Apply Kare | CashInYou Loan App Se Personal Loan Kaise Le | CashInYou Loan App Se Personal Loan Kaise Apply Kare

PaySense App Kya Hai?

To age hum aapko yah zaroor batane waale hai ki aap log kaise PaySense App ke dwara aap log loan le sakte hai aur kaise aap log PaySense App se loan apply kar sakte hai lekin yah saari baatein discuss karne se pahle mai aapko batana chahta hoon ki aap log jis platform se loan lene waale hai mera matlab tha ki jis platform se aap log loan apply karne waale hai sabse pahle aapko uss methods ke bare mein detail mein pata honi chaiye to mai aapko bata doo.

Ki iss application ka naam hai PaySense App yah ek loan providing online service platform hai jaha se aap log loan apply kar sakte hai badi hi aasani se jii haa iss application ke review mein chale to iss application ko saal 2016 mein launch kiya gaya tha Aur saal 2016 se aaj tak mein iss application ke 5 million se zyada downloads complete ho chuke hai jii haa to iss baat se aap log andaza laga sakte hai ki yah application kitne kaam ki hai dimag mein sawaal yah bhi aa raha hoga ki kya hume loan lena chahiye PaySense App se matlab safe and secure hai yaa nahi to mai aapko bata doo ki yah jo paysense application hai ye bhaarat sarkar ke rules and regulation ke tahat kaam karti hai matlab ki RBI ke guidelines ke under to aap yaha se loan safely le sakte hai…

PaySense App Aapko Kitna Loan Deti Hai?

Ab yah jo sawal hai ek important sawaalo mein se isliye ek ban jaati hai aur wo isliye kyunki sabse pahli baat ki aap kisi bhi jagah yaa kisi bhi loan platform se aap log loan lete hai to aapko yah baat pata hoti hai ki wo loan company aapko kitna loan de sakti hai aur same isi tarike se har ek platform paer hota hai baat rahi PaySense App ki to mai bata doo ki koi bhi loan platforms ke paas multiple types of loan ki services rahti hai jisse wo loan alag alag deti hai aur loan alag alag hota hai iska saaf matlab hai ki uss loan ka jo amount bhi hota hai wo alga hota hai..

Baat rahi PaySense App ki o mai aapko bata deta hoon ki yaha par bhi aapko loan ke kayi saare types dekhne ko mil jaate hai aur uss loan types ke according baat ki jaaye to aapko jo laon hai wo PaySense App mein bhi alag hi milta hai baat rahi overall jaane ki to yah bhi maia aapko bata deta hoon ..

To aapko jo PaySense App milta hai yaha se aapko kam se kam 5000 rupees se lekar ke 500000 rupees tak ka loan mil sakta hai…

PaySense App Instant Loan :- Ab pahli baat jaisa ki maine aapko yah baat upar batayi ki kis tarike se aap logo o PaySense App se alag alag loan amount milta hai usi tarike se PaySense App instant loan ki baat kare to yaha par aapko loan turant bhi milta hai ab wo kaise to jaise ki aap yah baat jaante hai ki instant loan ke andar jo hai aapko loan milta hai kam lekin uss loan ka benefit yah hai ki aapka loan amount turant approved ho jaata hai iss types ke loan par aapko kisi bhi type ka koi byaz nahi dena padta hai ..

PaySense App se aapko jo instant loan hai yah aapko kam se kam 5000 rupees se lekar ke 20000 rupees tak ka loan aapko PaySense App loan app se instantly mil sakta hai..

PaySense App Personal Loan:- Ab jaise ki aap log yah baat jaante hai ki aapko yaha par kayi types ke loan ke services dekhe ko mil jaate hai same usi tarike se yaha par aapko personal loan bhi mil jaata hai or persoanl loan kaa faayda kya hota hai aap log bhi yah baat jaante hai ki yaha se personal loan lene mai aapko main jo benefits hota hai wo hota hai loan amount ka jo kia apko zyada dekhne ko mil jaata hai doosra yah hai ki aapko personal loan chukane ka time jo hai wo aapko zyada mil jaata hai..

Baat karte hai ki agar aap PaySense App se personal loan lete hai to aapko kitna loan mil sakta hai to aapko bata doo ki aapko 500000 rupees tak ka personal loan aapko yaha par mil sakta hai…

PaySense App Se Aapko Kitne Dino Ke Liye Loan Mil Jaata Hai?

To ab agar baat kare ki aap log jab PaySense App se loan lete hai ya aap log kahi se bhi loan lete hai to yah baat aapko pata hoti hai ki aap log loan le to rahe hai lekin wo loan aapka validate kab tak ka karta hai matlab ki aap log jab loan lete hai to aapko loan uss platform se milta kitne samay ke liye hai to mai aapko bata doo ki har ek loan service platform ki jo loan lene ki facility hoti hai aur ho terms and condition alag hoti hai usi types se jab aap log kahi se loan lete hai to aapko ek time duration jise aap log deadline bhi kah sakte hai yah bhi aapko dee jaati hai ki jo aapko loan amount provide kiya jaa raha hai uss loan amount ko aap logo ko kitne samay mein waapis karna hai ab jaise ki mai aapko bata doo ki har ek kooi loan platform ki jo loan duration hai wo uske loan type par depend karti hai like ki aapko instant loan par aapko kam time milta hai jabki aapko personal loan par zyada to yah iss hisab se ..

Baat rahi ki aapko PaySense App par loan amount ki duration kab  tak ki mil jaati hai to aapko yaha par 12 months se lekar 36 months tak ke liye loan mil jaata hai..

PaySense App Se Aapko Loan Ka Interest Kitna Pay Karna Padta Hai?

To abhi mai aapko bataoo interest rate ke bare mein lekin isse pahle mai aapko ek baat bata doo ki jo byaz hai wo kisi bhi loan mei ek aham bhoomika nibhata hai aur isi basis par aapko pata lagta hai ki aap ke dwara liye jaane waale loan amount ka byaz aapko kitna pay karna padega..

Baat rahi agar PaySense App ki to iska mai batane se pahle ek baat clear kar doo ki yaha par aapka jo loan ka interest rate hota hai wo type of loan ke hisab se alag alag rahta hai ..

Jaha tak baat kare loan ki interest rate ki to wo aapki 12% se lekar ke 33% tak ki hoti hai PaySense Application par…

 PaySense App Se Loan Kyu Lena Chahiye..?

To mai yaha par aapko kaafi points count karwa sakta hoon kyu ki iss sawaal ka mere paas koi ek jawaab nahi hai iske liye mai aapko point wise clear karoonga..

1.   Sabe pahla karan jisse aapko PaySense Application se hi loan lena chahiye aur wo yah hai yaha iss app se loan apply karne se lekar ke loan pane tak ka poora process online hai…

2.   Next jo point hai wo yah hai ki aapko yaha se loan isliye lena chahiye kyunki yaha se aapko loan turant mil jaata hai..

3.   Next point jiski wajah se aapko PaySense App se laon lena chahiye aur wo yah hai ki yaha se loan lene ke baad aapo ise chukane ke kayi saare payment method mil jaate hai..

4.   Aapko PaySense Appse loan pane ke liye zyada kisi documentation ki need nahi hoti hai aur wo isliye nahi hoti hai kyunki yaha se aapke documents turant verify kiye jaate hai..

5.   PaySense App se loan pane ke liye aapko kisi bhi type ki koi bhi cibil score wo sab nahi dikhana hota..

Read Also :-PaySense Loan App Se Loan Kaise Le | PaySense Loan App Se Loan Kaise Apply Kare ? PaySense Loan App Se Personal Loan Kaise Le | PaySense Loan App Se Personal Loan Kaise Apply Kare?

PaySense App Se Loan Kon Kon Le Sakta Hai?

To abhi mai aapko saari baatein point wise clear karne waala hoon ki kaise aap log jo hai PaySense App se loan kon kon le sakta hai aakhirkar kya wo criteria ya eligibility hai jisse aap log PaySense App se loan le sakte hai..

1.   Sabse pahle jis kisi bhi vyakti ko PaySense App se loan lena hai uski residential country india honi chahiye..

2.   Jis kisi bhi vyakti ko PaySense App se loan chahiye uske paas sabhi wo personal documents hone chahiye jisse uss vyakti ki personal verification ko complete kiya jaa sake..

3.   Or bhi other validate documentation hona chahiye..

4.   Jis kisi bhi vyakti ko PaySense App se loan chahiye uski kam se kam 21 saal age honi chahiye or zyada se zyada 56 saal ..

5.   Jinko bhi PaySense App se loan chahiye unke paas occupation hona bahut zyada zaroori hai kyunki usi se verify hoga ki aap ko loan milega ya nahi..

PaySense App Se Loan Lene Ke Liye Documentation?

To abhi mai aapko point wise clear karne waala hoon ki aap logo ko PaySense App se loan lene ke liye kon kon se documents hone chahiye jisse ap log PaySense App se loan apply kar sake..

1.   To sabse pahle aapke paas sabhi eKYC personal documents hone chahiye jisse aapki personal verification ko complete kiya jaa sake iske liye aapke paas (Aadhar Card, PanCard, Voter iD Card) de sakte hai…

2.   Next jo hai aapke paas residential prrof hona chahiye jisse aapki location identity ko verify kiya jaa sake iske liye aap ( Rent agreement , E-Bill) De sakte hai..

3.   Next jo aapka verification hota hai wo hota hai apke kaam se related yaani ki aapka occupational verification iske liye aap apni (Form 16, Pay Slip) de sakte hai..

4.   Last mein jo hia aapke paas aapka ek active bank account hona chahiye jisse aapko loan amount waha par mil sake aur aapo uss bank account ka picchle 6 months tak ka bank statement bhi dena hoga.

 

PaySense App Se Loan Apply Kaise Kare?

To abhi mai aapkop batane waala hoon ki aap log kaise PaySense App se loan apply kar sakte jii haa to apko mai wo sabhi steps batane waala hoon jise follow karke ap loan paa sakte hai..

1.   To sabse pahle aapko apne phone ka menu bar open karna hai fir aapko google play store open karna hai aur waha par aapkop search bar par click karna hai..

2.   Search bar par click karne ke baad aapko waha par type karna hai PaySense App aur result aane ke baad install button par click kar dena hai..

3.   Then aapko install hone ke baad uss application ko apne phone mein open karna hai or sabse pahle aapko apne mobile number se registration kar lena hai .

4.   Then aapko apni basic details fill kar leni hai fir aapko apni sabhi required documemtation ko waha par upload kar deni hai..

5.   Fir aapko apna loan type select kar lena hai fir aapko loan amount and duration choose karke

6.   Ek selfie aur ek eSign karke request application par click kar dena hai..

7.   If you are eligible to aapka loan amount 24 ghanto ke andar aapke bank account mein aa jaayega..


Kya Sikha?

To dosto humara aaj ka yah blog post khatam hua hai jaha par aaj humne sikha ki aap log kaise PaySense App se loan le sakte hai how to get loan from PaySense App app or kaise aap log PaySense App se loan apply kar sakte hai or isi ki sabhi baarikiyo o details ko hum sabhi logo ne aaaj ki iss blog post mein completely samjhaya hai ummid hai ki aapko yah blog post pasand aaya hoga ..

Agar koi sawaal ho to comment mein pochiye..

Dhanyavaad

About AashishKummarr

Check Also

How To Get Loan from Shine Loan App In 2022? Shine Loan App Se Loan Kaise Le | Shine Loan App Se Loan Kaise Apply Kare?

Namaskar dosto, Kaise hai ap sabhi log mai ummid karta hoon ki aap sabhi log …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

x