ICICI Bank Business Loan Kaise Le | ICICI Bank Business Loan Kaise Apply Kare? ICICI Bank Se Loan Kaise Le | ICICI Bank Se Loan Kaise Apply Kare?

Namaskar dosto,

Kaise hai aap sabhi log ummid karta hoon ki sabhi log khush honge aur apnea apne gharo mein honge aaj ki iss post mein aap logo ko mai bataunga ki aap log business loan kaise le sakte hai jii haa kyunki logo ko apna agar business shuru karna hai to aese mein sabse zyada need hoti hai loan aayega kaha se aur wo bhi trusted sites se to mai aap aaj bank ke hi through bataunga ki aap log bank se business loan kaise le sakte hai..  

To jis bank ki mai baat kar raha hoon uss bank ka naam hai ICICI Bank jii haa to aaj aap jaanoge ki aap log ICICI Bank se business loan kaise le sakte ho aur saath hi saath aap log iss business loan yaani ki ICICI Bank Se Business Loan ko kaise apply kar sakte ho yah chhij aap log aaj ki iss post ke through jaanoge.. 

Read Also :- Kotak Mahindra Bank Se Loan Kaise Le : Kotak Mahindra Bank Se Loan Apply Kaise Kare | Kotak Mahindra Bank Se Instant Personal Loan Kaise Le : Kotak Mahindra Bank Se Instant Personal Loan Kaise Apply Kare

ICICI Bank Business Loan Kya Hai?

To jaise ki maine aap logo ko upar bataya hai ki aap log kaise ICICI Bank Business Loan kaise le sakte hai or saath hi kaise aap log ICICI Bank Business Loan apply kar sakte hai lekin isse pahle yah janna zaroori hai ki ICICI Bank Business Loan kya hai     

To jaise ki aap log jaante hai ki ICICI Bank ek official bank platform hai baaki banks ki tarah hi to iska kaam bhi baaki ke banks jaise saare banks service provide karwana hi hai ab isme bhake hum log baat kar le loan ki to yaha par kaafi sare loan types bhi hai jisme se hum log aaj baat karenge ki ICICI Bank Business Loan kaise le sakte hai…   

ICICI Bank Business Loan Se Kitna Loan Milta Hai?

To jaise ki yah sawaal jo hai wo kaafi zaroori sawalo mein se ek hai kyunki har ek loan ki tarah aapko pata hona chahiye ki aap log jo loan le rahe hai isme aap logo ko loan kitna mil jaata hai to mai aapko bata dena chahta hoon ki jaise ki aap logo ko naam se hi pata lag raha hai ki yah ek business loan hai to zaahir sii baat hai business loan aapko baaki loan amount ke muqable zyada loan provide karwata hai ab aese mein baat kare agar ki aapko ICICI Bank Business Loan se kitna ioan mil jaata hai to aapko yaha se 5lakhs se lekar ke 40lakhs tak ka loan mil jaata hai.. 

ICICI Bank Business Loan Lene Par Aapko Kitna Byaz Dena Pad Sakta Hai?

To jaise ki aap logo ne jaan liya hai ki jab aap logo icici bank se loan lete hai to aap logo ko loan kitna amount tak ka mil jaata hai or saath hi aap log yah bhi jaan chuke hai ki jo loan aapko milta hai wok is reason ki wajah se aapko utna amount milta hai to jaise ki iss chhij ko aap log poora samajh chuke hai abhi aapka yah jaanna kaafi zyada zaroori hai ki jo aap log loan lete hai business loan iss loan ko lene par aapko kitna percent byaz pay karna pad sakta hai….  

To mai aapko normal numeric mai bataoo to aap log jab ICICI Bank Business Loan lete hai to aapko annually 40% tak ka interest rate pay karna pad sakta hai…. 

ICICI Bank Business Loan Lene Par Aapko Kitne Dino Ke Liye Loan Milta Hai?

To yah baat bhi jaanaa aapke liye kaafi zayda zaroori hai aur wo isliye kyunnki jaise ki aap log yah chhije jaante hai acche se ki aap log jab loan lete hai to aapko uss loan ko kabhi na kabhi repay bhi karna pad sakta hai ab aese mein baat kare ki aap log jab ICICI Bank Business Loan lete hai to uss loan amount ko aap logo ko kab tak waapis karna pad sakta hai..

To kyunki aap log ko pata hai ki yah ek ICICI Bank Business Loan hai to yaha par loan amount aapko 4 years tak ke liye mil jaata hai…. 

ICICI Bank Business Loan Kon Kon Le Sakta Hai?

To ab hum yah jaante hai ki aap mein se kon kon ICICI Bank Business Loan le sakta hai..

1.   Sabse pahle aapke paas icici bank ka account hona zaroori hai..

2.   Isi ke saath aapki age kam se kam 21 saal se upar honi chahiye..

3.   Next point yah hai ki aapke paas aapke business related and sabhi personal documents hone chahiye..

4.   Aur last mein aapke paas koi na koi kaam hona chahiye occupation documents….  

ICICI Bank Business Loan Lene Ke Liye Documents?

1.   to sabse pahle aapke paas hona chahiye icici bank ka open account ..

2.   iske baad aapke paas sabhi personal eKYC documents hone zaroori hai jaise (Aadhar Card, Pan Card)

3.   ab iske saath jo nect documents chahiye wo aapka address proof (E-Bill)

4.   ab isi ke saath jo aapka next documents required hai wo hai aapka occupational document (Pay Slip,Salary Slip)..

 

ICICI Bank Business Loan Kaise Le | ICICI Bank Business Loan Kaise Apply Kare?

1.   Sabse pahle aapko ICICI Bank ke official site par chale jaana hai browser ke through..

2.   Iske baad aapko login ho jaana hai..

3.   Iske baad aapko header par loan option par tap karna hai uss loan option ke andar aapko business loan par chale jaana hai..

4.   Sabhi basic detais daal deni hai iske baad jo bhi aapse required documents mange aapko wo upload kar dene hai.

5.   Fir aapko loan amount choose kar dena hai and apply par click kar dena hai..

6.   Jaise hi aapka loan amount approve ho jaayega..

7.   Aapka loan amount aapke bank ac mein in a 24 hours ke andar aa jaayega…. 

Kya Sikha?

To aaj humne jaana hai ki aap log kaise ICICI Bank Business Loan kaise le sakte hai or saath hi aap log ICICI Bank Business Loan kaise apply kar sakte hai or yah saari hi chije aap logo ne ICICI Bank se loan kaise le or ICICI Bank se loan kaise apply kare iss section se jaana hai….  

Ummid hai ki aapko yah post pasand aayi, koi sawaal ho to comment mein pooche…. 

Dhanyavaad

About AashishKummarr

Check Also

HDFC Bank Mudra Loan Kaise Le? | HDFC Bank PMMY Loan Apply Online? | HDFC Bank e-Mudra Loan?

Hello friends, So,kaise ho aap sabhi log ummid karti hoon acche bhale honge toh aaj …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

x